Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

The fundamentals of ZAKAAT

1649
1
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor fast 8 Jahre
Schließen

ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 1}

Frage 1 von 12

1

Q1. Zakaat ki zid (opposite) kya hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Israaf

  • Sood

  • Riyakaari

Erklärung

Frage 2 von 12

1

Q2. Quran kareem mein ata hai ke "namaz qaim karne wale aur zakat ada karne wale _____________ hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Musalman

  • Momin

  • Sache momin

Erklärung

Frage 3 von 12

1

Q3. Zakaat ke laghwi ma'ne kya hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Izafaa

  • Paak karna

  • Paak karna aur izafaa

Erklärung

Frage 4 von 12

1

Q4. Zakaat se kis cheez mein izafaa hota hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Maal

  • Taqwa

  • Maal aur Taqwa

Erklärung

Frage 5 von 12

1

Q5. Jis maal par zakaat ada na ki jae wo kya kehlata hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Sood

  • Kanz

  • Haraam

Erklärung

Frage 6 von 12

1

Q6. Dikhawe ki ibaddat kaisi hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Biddat

  • Shirk

  • Na pasandida

Erklärung

Frage 7 von 12

1

Q7. Zakaat ada karte waqt :-

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Niyat zaruri nahi

  • Zubaan se niyat karna zaruri hai

  • Dil mein niyat karlena kafi hai

Erklärung

Frage 8 von 12

1

Q8. Amal ke ajr ka darumadar :-

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Zarurat

  • Farziyat

  • Niyat

Erklärung

Frage 9 von 12

1

Q9. Kis khalifa ne zakaat na dene walo se jang ki ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Abu Bakr (R.A)

  • Umar (R.A)

  • Ali (R.A)

Erklärung

Frage 10 von 12

1

Q10. Faraiz ke inkar se insaan ka :-

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Imaan kam hojata hai

  • Jhagdhalo hojata hai

  • Daire Islam se bahar ajata hai

Erklärung

Frage 11 von 12

1

Q11. Islam ki bunyadi arkan kitne hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • 4

  • 6

  • 5

Erklärung

Frage 12 von 12

1

Q12. Allah aur uske Rasool ne aylane jang kiya :-

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Zakaat na dene wale ke khilaf

  • Sood ka lain dain karne walon ke khilaf

  • Faraiz ka inkar karne wale ke khilaf

Erklärung