Q1. Hadeeth ka mafhum hai "Allah tala halal kamai se kiya gaya sadqe ko badhata hai yahan tak ke wo" :-
Dugna hojata hai
10 guna hojata hai
Pahad ke barabar hojata hai
Q2. Sadqa Fitr ada karna chahiye :-
Jiske paas 1 din aur 1 raat ki khurak maujood ho
Sahibe nisab
Rozedar
Q3. Haram kiska opposite hai ?
Farz
Sunnate muakida
Mustahab
Q4. Roze ki halat mein sarzad hone wale gunaho ka kaffara :-
Nafli sadqa
Zakaat
Sadqe fitr
Q5. Sadqe fitr :-
Farz hai aur namaz Eid se pehle ada karna chahiye
Farz hai aur namaz Eid ke baad ada karna chahiye
Nafl hai aur namaz Eid se pehle ada karna chahiye
Q6. Haram maal se di gai zakat aur sadqa :-
Adha ajr hai
1/3 ajr hai
Qubool nahi kiya jata
Q7. Kis cheez ke liye mangna, aag ke angare jama karna hai ?
Zarurat ke liye
Maal jama karne ke liye
Kisi dusre ki maddad ke liye
Q8. Wo amal jiska karna behtar aur chodne par koi gunah nahi ?
Q9. Wo amal jisko karne mein koi sawab ya chodne par koi gunah nahi ?
Mubah
Q10. Wo amal jiska karna behtar hai aur chodne par puch hoskati hai ?
Q11. Kin ko zakat dene mein duhra (double) ajr hai ?
Maa baap
Aulad
Mustahaq rishtedar
Q12. Har ek ko apni zakaat 8 masarif mein taqseem karna :-
Zaruri hai
Zaruri nahi
Afzal hai
Q13. Beja sawal karne wale ka sawal qiyamat ke din ______________ par zakham ki manind ayga ?
Uske muh
Uski peet
Uski haatho
Q14. Hazrat Hasan Bin Ali (r.a) ne kya khane ki koshish ki toh rasool (saws) ne unhe mana farmaya ?
Sadqe ki khajur
Qurbani ka ghosht
Zameen par giri hui roti
Q15. Maa, Baap, Aulad aur biwi ko zakaat dena :-
Jaiz hai
Jaiz nahi