Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Their lives, inspirations & legacy

1836
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor mehr als 7 Jahre
Schließen

Seerate Sahaba & Sahabiyat {TEST-1}

Frage 1 von 10

1

Q1. Sahaba ikhram ko Quran mein kya title diya gaya hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Jinse Allah razi huwa

  • Jo Allah se razi huwe

  • Jinse Allah razi huwa aur Jo Allah se razi huwe

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Q2. Zamane jahiliyat mein kounsi shaksiyat pura arab ghume ye dekhne ke liye ke sahih deen kahan hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Zaid Bin Amrw

  • Ummayya Bin Sult

  • Abu Bakr (ra)

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Q3. Sahaba ikhram kis ghazwae mein Rasool (saws) ke agae khade hogae aur apne sino se unki hifazat ki ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Badr

  • Uhud

  • Khandaq

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Q4. Abu Bakr (ra) ka asal naam kya hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Abu Bakr

  • Siddique

  • Abdullah

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Q5. Abu Bakr (ra) ka shajra nasb kis pusht mein Rasool (saws) se ja milta hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Dusri (2nd)

  • Chetti (6th)

  • Panchwi (5th)

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Q6. Kis ke bare mein Ayesha (ra) ne farmaya ke "Rasool (saws) ki wafat ke baad ye bilkul bhi nahi badle"

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Umar (ra)

  • Ibn Umar (ra)

  • Umar (ra) aur Ibn Umar (ra)

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Q7. Abu Bakr (ra) ka laqab "Ateeq" ka kya matlab hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Banda

  • Sacha

  • Aazad

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Q8. Ummayya Bin Sult zamane jahiliyat mein button (idols) se bezar the. Ye kahan ke rehne wale the ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Makkah

  • Madinah

  • Taif

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Q9. Abu Bakr (ra) ke walid Abu Quhafa kab imaan laye ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Fateh Makkah ke waqt

  • Islam ki shuruwat mein

  • Waqiah Meraj ke waqt

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Q10. Zamane jahiliyat mein jab Abu Bakr (ra) ko ilm huwa ke koi nabi ayega toh unho ne uski tasdiq kis se ki ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Rasool (saws)

  • Warqa Bin Nawfal

  • Salman Farsi

Erklärung