Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Their lives, inspirations & legacy

851
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor mehr als 7 Jahre
Schließen

Seerate Sahaba & Sahabiyat {TEST-4}

Frage 1 von 10

1

Q1. Khilafat Umar (ra) mein Quran ki kya khidmat ki gai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Quran ko ek mushaf per jama kiya gaya

  • Quran ki ek qirat raij hui

  • Kisi bhi uhde ke liye Quran ki taleem ko qabiliyat qarar diya gaya

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Q2. Gazwae Badr mein Umar (ra) ne Aas Bin Hashim ko qatal kiya, ye rishte mein aap ke koun the ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Bhai

  • Mamo

  • Chicha

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Q3. Umar (ra) ki ghirat (hamiyat) kis ke liye thi ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Zulm ke khilaf

  • Islaam ke liye

  • Silah rehmi ke liye

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Q4. Umar (ra) aksar _________________ ke bare mein sawal karte yahan tak ke uski hurmat ki aayat nazil hogai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Sharab

  • Juwa

  • Sood

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Q5. Umar (ra) ne kis jagah ke liye khawhish ka izhaar kiya ke wo namaz ke liye khaas karli jae aur Allah ne uske bare aayat nazil farmadi ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Hateem

  • Masjid Quba

  • Muqame Ibrahim

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Q6. Umar (ra )ne kisse farmaya ke "aap ka Islaam lana mujhe mere baab ke Islaam lane se zyada mehboob hai kyu ke Rasool (saws) ko aap ka Islaam lana bahut mehboob hai" :-

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Abu Talib

  • Abbas (ra)

  • Hamza (ra)

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Q7. Rahib ko dekh kar Umar (ra) kyu ro padhe ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Rahib bahut budha tha

  • Rahib beemar tha

  • Rahib ki sakht mehnat uske koi kaam nahi aygi

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Q8. Kis mauqe par Umar (ra) bahut bechain the ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Sule Hudaebiya

  • Misaqe Madinah

  • Fateh Makkah

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Q9. Umar (ra) ne subse pehle apni zameen Allah ki rah mein waqf ki. Wo zameen kahan thi ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Madinah

  • Khaybar

  • Makkah

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Q10. Umar (ra) ke saath kitne logon ne hijrat Madinah ki ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • 20

  • 30

  • 40

Erklärung