Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Their lives, inspirations & legacy

902
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor mehr als 7 Jahre
Schließen

Seerate Sahaba & Sahabiyat {TEST-5}

Frage 1 von 10

1

Q1. Umar (ra) ki firasat aur samajhdari ki wajah se Rasool (saws) ne unko kya farmaya ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Muhadis

  • Farooq

  • Sadiq

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Q2. Rasool (saws) ki wafat par unka pehla radde amal (reaction) kya tha ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Sub logon ko samjha rahe the

  • Wafat ko tasleem (accept) nahi kar rahe the

  • Kafan dafan ka intezam kar rahe the

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Q3. Umar (ra) ko kis tarah khalifa muqarar kiya gaya ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Qurra dali gai / lucky draw

  • Abu Bakr (ra) ne muqarar kiya

  • Intekhabi amal ke zariye / voting

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Q4. Umar (ra) ne farmaya :- "mashwara usse karo jo _________________

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Samajhdar ho chahe kafir hi ho

  • Musalman ho aur samajhdar ho

  • Jo Allah se darta ho

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Q5. Safar-e-Shaam ke dauran Umar (ra) ko kis waba ke phelne ki khabar mili ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Haidah

  • Nemonia

  • Tawoon

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Q6. Umar (ra) ka daure khilafat kitna tha ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • 8 saal

  • 10 saal

  • 5 saal

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Q7. Umar (ra) ka tareeqi jumla jo UNO ke charter per bhi tehrir hai :-

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Tumne kabse logon ko ghulam banaliya jabke wo azaad paida huwe the

  • Insaaf sub ke liye hai

  • Sub insaan barbar hai

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Q8. Nabeena buddhe ko bheek mangta dekh kar Umar (ra) ne kya kiya ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Buddho ka jizya maaf kardiya

  • Sakht naraz huwe

  • Dugna jizya muqarar farmadiya

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Q9. Umar (ra) ki khilafat ka munfarid (unique) amal :-

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Raaton ko ghasht karte

  • Mashware karte

  • Dono jawabat durust hai

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Q10. Umar (ra) ne pasand farmaya :-

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Khadim pehle khana khae

  • Hukmuran pehle khana khae

  • Khadim aur Hukmuran saath baith kar khana khae

Erklärung