Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Their lives, inspiratons & legacy

913
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor mehr als 7 Jahre
Schließen

Seerate Sahaba & Sahabiyat {TEST-6}

Frage 1 von 10

1

Q1. Umar (ra) ne akabir sahaba (ala rutba) ko kahan rakha tha ke unse mashware karsake aur unki beja aqeedat qaim na ho ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Madinah

  • Madinah se dur

  • Makkah

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Q2. Umar (ra) tanqeed (criticism) ko :-

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Pasand karte

  • Na pasand karte

  • Sakht ghazab naak hote

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Q3. Umar (ra) ko maale ghanimat se hasil hone wala kapda zyada kyu mila ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Unka qad lamba tha toh unho ne zyada liya

  • Unke bete ne unko apna kapda bhi de diya

  • Unke ghulam ne unko apna kapdabhi de diya

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Q4. Umar (ra) ne ahle kitab aurat se nikah ko :-

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Pasand kiya

  • Na pasand kiya

  • Haram qarar diya

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Q5. Islami calendar ke liye kis sahabi ka mashwara qubool kiya gaya ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Rabie (ra)

  • Ali (ra)

  • Huzaifa (ra)

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Q6. Rasool (saws) ne Kisra ke kangan pehanne ki peshan goi kis ke liye ki thi jo Umar (ra) ke daur mein sahih sabit hui ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Adi Bin Hashim

  • Wahshi

  • Suraqa

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Q7. Umar (ra) ke ghulam ne unhe bait ul maal ki untni ka doodh pilaya. Unho ne us baat per sahaba ikhram se mashwara kiya, unho ne kya kiya ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Ye doodh unke liye haram tha

  • Ye doodh unke liye halal tha

  • Kuch ne haram aur kuch ne halal qarar diya

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Q8. Log kehte the Umar (ra) hi _____________________ hai aur ____________________ hi Umar (ra)

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Adl

  • Ghussa

  • Ameer ul momineen

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Q9. Umar (ra) ki usool pasandi ko dekh kar Ali (ra) ne kya farmaya ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Aap aane wale hukmuran ke liye kada meyaar banarahe hai

  • Aap aane wale hukmuran ke liye misal paida kar rahe hai

  • Aap aane wale hukmuran ke liye aasani paida kar rahe hai

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Q10. Koun koun Umar (ra) ke samne zulm ki shikayat karsakta tha ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Ohde dar

  • Sahaba ikhram

  • Ek mamuli shaks

Erklärung