Q1. Darya Neel ki dulhan wale waqiah mein Misr ke governor ne kaha "ye baat islami taleemat ke khilaf hai" Governor ka naam batae :-
Umar (ra)
Amr Bin Al Aas (ra)
Uthman (ra)
Q2. Umar (ra) ne Hajre Aswad ko bosa dene ki kya wajah batai ?
Ye Jannat ka pathar hai
Islam se pehle bhi isko bosa diya jata tha
Rasool (saws) ne isko bosa liya
Q3. Umar (ra) logon ka sawal karna (mangna) :-
Pasand karte
Na pasand karte
Logon ka haqq samjhte
Q4. Umar (ra) kis ke bare mein farmate ke "ye meri nazron se gir gaya hai" :-
Jo nawjawan koi hunar na janta
Jo nawjawan jhagdha lo hota
Jo nawjawan khelo mein hissa leta
Q5. Umar (ra) aksar ek sahabi ya apne ghulam islam ke saath raaton ko ghasht karte. Sahabi ka naam batae :-
Abdur Rahman Bin Awf (ra)
Q6. Umar (ra) ne faujion ke liye mahze jang par rehne ki kitni muddat muqarar ki ?
1 saal
6 mahine
4 mahine
Q7. Ghasht ke dauran Umar (ra) ne ek ladki ki batein suni jo doodh mein paani milane se mana kar rahi thi. Umar (RA) ne us ladki ki shadi kis se ki ?
Apne ghulam
Apne bete
Apne padosi
Q8. Umar (ra) ne apne governoro ko likha ke "tumhara sub se bada farz mere nazdeek ______________ hai. Jis ne uski hifazat ki toh samjhlo uska deen mehfuz hogaya" :-
Namaz
Roza
Amrbil maroof
Q9. Umar (ra) ne farmaya jo istetaat ke bawajud __________________ wo humari Eidgah per aakar namaz na padhe :-
Roza narakhe
Hajj na kare
Zakaat ada na kare
Q10. Masjid mein aurton ka aana, Umar (ra) :-
Rasool (saws) ne nahi roka isliye wo bhi nahi rokte