Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Their lives, inspirations & legacy

642
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor mehr als 7 Jahre
Schließen

Seerate Sahaba & Sahabiyat {TEST-8}

Frage 1 von 10

1

Q1. Darya Neel ki dulhan wale waqiah mein Misr ke governor ne kaha "ye baat islami taleemat ke khilaf hai" Governor ka naam batae :-

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Umar (ra)

  • Amr Bin Al Aas (ra)

  • Uthman (ra)

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Q2. Umar (ra) ne Hajre Aswad ko bosa dene ki kya wajah batai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Ye Jannat ka pathar hai

  • Islam se pehle bhi isko bosa diya jata tha

  • Rasool (saws) ne isko bosa liya

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Q3. Umar (ra) logon ka sawal karna (mangna) :-

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Pasand karte

  • Na pasand karte

  • Logon ka haqq samjhte

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Q4. Umar (ra) kis ke bare mein farmate ke "ye meri nazron se gir gaya hai" :-

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Jo nawjawan koi hunar na janta

  • Jo nawjawan jhagdha lo hota

  • Jo nawjawan khelo mein hissa leta

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Q5. Umar (ra) aksar ek sahabi ya apne ghulam islam ke saath raaton ko ghasht karte. Sahabi ka naam batae :-

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Abdur Rahman Bin Awf (ra)

  • Uthman (ra)

  • Amr Bin Al Aas (ra)

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Q6. Umar (ra) ne faujion ke liye mahze jang par rehne ki kitni muddat muqarar ki ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • 1 saal

  • 6 mahine

  • 4 mahine

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Q7. Ghasht ke dauran Umar (ra) ne ek ladki ki batein suni jo doodh mein paani milane se mana kar rahi thi. Umar (RA) ne us ladki ki shadi kis se ki ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Apne ghulam

  • Apne bete

  • Apne padosi

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Q8. Umar (ra) ne apne governoro ko likha ke "tumhara sub se bada farz mere nazdeek ______________ hai. Jis ne uski hifazat ki toh samjhlo uska deen mehfuz hogaya" :-

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Namaz

  • Roza

  • Amrbil maroof

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Q9. Umar (ra) ne farmaya jo istetaat ke bawajud __________________ wo humari Eidgah per aakar namaz na padhe :-

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Roza narakhe

  • Hajj na kare

  • Zakaat ada na kare

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Q10. Masjid mein aurton ka aana, Umar (ra) :-

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Pasand karte

  • Na pasand karte

  • Rasool (saws) ne nahi roka isliye wo bhi nahi rokte

Erklärung