Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Their lives, inspirations & legacy

427
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor etwa 7 Jahre
Schließen

Seerate Sahaba & Sahabiyat {TEST-10}

Frage 1 von 10

1

Q1. Rasool (saws) ke walid Abdullah ki behn Uthman (ra) ki koun thi ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Daadi

  • Naani

  • Maa

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Q2. Uthman (ra) aur Ruqayya (ra) ke jode ke bare mein hume kya aqwaal milte hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Dono bahut lambe the

  • Dono bahut sehat mand the

  • Dono bahut khoobsurat the

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Q3. Uthman (ra) ka mushaf bosida (kharab/purana) kyu hogaya tha ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Kasrate tilawat ki wajah se

  • Bahut khoobsurat tha isliye log mang kar lejate the

  • Deemak kha gai thi

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Q4. Uthman (ra) mardon mein kis number par imaan lae ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • 4th

  • 5th

  • 6th

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Q5. Kis mauqe per Uthman (ra) ne eham kirdar ada kiya ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Ghazwae Uhud

  • Suleh Hudaebiya

  • Fateh Makkah

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Q6. Rasool (saws) ne farmaya "meri ummat mein subse zyada ______________ shaks Uthman Bin Affan hai.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Hayadaar

  • Hakeem

  • Zaheen

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Q7. Uthman (ra) aur Ruqayya (ra) hijrate Habsha ki wajah se Islam ke khatir hijrat karne wala ___________ joda bangae.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Pehla

  • Dusra

  • Teesra

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Q8. Uthman (ra) aur Ali (ra) ki rai (mashwara) ke bare mein Aap (saws) kya jante the ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Dono mein aksar ikhtelaf paya jata

  • Uthman (ra) Ali (ra) ki rai ko aksar nazar andaz (ignore) karte the

  • Uthman (ra) apni rai par Ali (ra) ki rai ko tarjeeh dete the

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Q9. Kis mauqe par Rasool (saws) ne farmaya ke "aaj ke baad Uthman ka koi amal use nuqsan na puhchaega" :-

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Ghazwae Badr

  • Fateh Makkah

  • Ghazwae Tabuk

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Q10. Ba'er Roma (well of Roma) Uthman (ra) ne kitne dirham mein karida ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • 25000

  • 35000

  • 45000

Erklärung