Q1. Rasool (saws) ke walid Abdullah ki behn Uthman (ra) ki koun thi ?
Daadi
Naani
Maa
Q2. Uthman (ra) aur Ruqayya (ra) ke jode ke bare mein hume kya aqwaal milte hai ?
Dono bahut lambe the
Dono bahut sehat mand the
Dono bahut khoobsurat the
Q3. Uthman (ra) ka mushaf bosida (kharab/purana) kyu hogaya tha ?
Kasrate tilawat ki wajah se
Bahut khoobsurat tha isliye log mang kar lejate the
Deemak kha gai thi
Q4. Uthman (ra) mardon mein kis number par imaan lae ?
4th
5th
6th
Q5. Kis mauqe per Uthman (ra) ne eham kirdar ada kiya ?
Ghazwae Uhud
Suleh Hudaebiya
Fateh Makkah
Q6. Rasool (saws) ne farmaya "meri ummat mein subse zyada ______________ shaks Uthman Bin Affan hai.
Hayadaar
Hakeem
Zaheen
Q7. Uthman (ra) aur Ruqayya (ra) hijrate Habsha ki wajah se Islam ke khatir hijrat karne wala ___________ joda bangae.
Pehla
Dusra
Teesra
Q8. Uthman (ra) aur Ali (ra) ki rai (mashwara) ke bare mein Aap (saws) kya jante the ?
Dono mein aksar ikhtelaf paya jata
Uthman (ra) Ali (ra) ki rai ko aksar nazar andaz (ignore) karte the
Uthman (ra) apni rai par Ali (ra) ki rai ko tarjeeh dete the
Q9. Kis mauqe par Rasool (saws) ne farmaya ke "aaj ke baad Uthman ka koi amal use nuqsan na puhchaega" :-
Ghazwae Badr
Ghazwae Tabuk
Q10. Ba'er Roma (well of Roma) Uthman (ra) ne kitne dirham mein karida ?
25000
35000
45000