Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Quiz am Qasasulquran quiz 4, erstellt von Asiya Abdul Raoof am 29/05/2017.

2015
0
0
Keine Merkmale angegeben
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor mehr als 7 Jahre
Schließen

Qasasulquran quiz 4

Frage 1 von 10

1

Quran kareem ki kon konsi sooratein mein Maryam A.S ka tazkirah aya tha ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Soorah- Aale imran ,Maida ,Maryam ,At tahreem.

  • Soorah- Al baqarah ,Mulk ,Naas

  • Soorah- Maryam ,Ikhlaas ,lahb

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Lafz Maryam ke kya mani hain ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Khoobsoorat

  • Naik,Ibadat guzaar, khidmat guzar

  • Ladki

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Unki waledah ka kya naam tha ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Yoosha

  • Hajra

  • Hanna bint Faqood

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Maryam A.S ka taluq kis khandan se tha ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Aale dawud

  • Aale Imran

  • Aale Ismael

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Is waqiye mein kiski azeem qurbani ka zikr hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Imran (walid)

  • Hanna bint Faqood

  • Isa A.S

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Allah S.W.T ne unki nazar ko kis tarah qubool kiya (qurbani) ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Nabatan Hasana , Biqaboolin hasanin

  • Ladki hone ki wajah se reject kardiya

  • Khushi se qubool nahin kiya

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Maryam A.S ke walid aur walidah kaise the ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Khoobsoorat

  • Ibadat guzar , muttaqi

  • Dunya dar

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Maryam A.S ki parwarish kis ke zimme aayi ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Bait al muqaddis ke imam

  • Zakariyah A.S

  • Kahin

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Allah S.W.T ne Maryam A.S ko kya darjah diya ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Unko duniya ka peshwa aur imam banaya

  • duniya ki aurton par fazeelat di

  • Donon jawab durust hai

Erklärung

Frage 10 von 10

1

wo konsi aurtein hain jinhein kamil kaha gaya hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Maryam,Asiya,Khadeeja,Fatima

  • Maryam,Aisha,Khadeeja,Fatima

  • Maryam,Asiya,Zainab,Fatima

Erklärung