Quran kareem ki kon konsi sooratein mein Maryam A.S ka tazkirah aya tha ?
Soorah- Aale imran ,Maida ,Maryam ,At tahreem.
Soorah- Al baqarah ,Mulk ,Naas
Soorah- Maryam ,Ikhlaas ,lahb
Lafz Maryam ke kya mani hain ?
Khoobsoorat
Naik,Ibadat guzaar, khidmat guzar
Ladki
Unki waledah ka kya naam tha ?
Yoosha
Hajra
Hanna bint Faqood
Maryam A.S ka taluq kis khandan se tha ?
Aale dawud
Aale Imran
Aale Ismael
Is waqiye mein kiski azeem qurbani ka zikr hai ?
Imran (walid)
Isa A.S
Allah S.W.T ne unki nazar ko kis tarah qubool kiya (qurbani) ?
Nabatan Hasana , Biqaboolin hasanin
Ladki hone ki wajah se reject kardiya
Khushi se qubool nahin kiya
Maryam A.S ke walid aur walidah kaise the ?
Ibadat guzar , muttaqi
Dunya dar
Maryam A.S ki parwarish kis ke zimme aayi ?
Bait al muqaddis ke imam
Zakariyah A.S
Kahin
Allah S.W.T ne Maryam A.S ko kya darjah diya ?
Unko duniya ka peshwa aur imam banaya
duniya ki aurton par fazeelat di
Donon jawab durust hai
wo konsi aurtein hain jinhein kamil kaha gaya hai ?
Maryam,Asiya,Khadeeja,Fatima
Maryam,Aisha,Khadeeja,Fatima
Maryam,Asiya,Zainab,Fatima