Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Quiz am Qasasulquran quiz 5 , erstellt von Asiya Abdul Raoof am 30/05/2017.

2572
0
0
Keine Merkmale angegeben
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor mehr als 7 Jahre
Schließen

Qasasulquran quiz 5

Frage 1 von 10

1

Ibrahim A.S ke father ka naam quran ke mutabik kya tha ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Aazar

  • Addas

  • Tarukh

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Hajra A.S kiski beti thi ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Badshah ke ghulam ki

  • Badshah ki beti

  • Unke relative ki

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Ibrahim A.S ko aag mein jis badshah ne dalwaya tha us badshah ka naam kya tha ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Firawn

  • Hercules

  • Nimrod

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Ibrahim A.S ke wajah se kin kin logon ne islaam qubool kiya ? aur jab un ke alawa koi aur musalman nahi the .

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Sarah A.S, LutA.S

  • Hajra A.S , Sarah A.S

  • Lut A.S , Ismail A.S

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Lafz Haneef ka matlab kya hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Allah ke dost

  • focused

  • near

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Ibrahim A.S ki tabeegh ka tareeqa kaisa tha ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Har ek ko aik hi tarah se daawat dete

  • Hikmat aur daanaee ke saath daawat dete

  • donon jawab durust hai

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Allah S.W.T ne unko kyun chuna ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • kynke wo tauheed ke alambardar the

  • Allah S.W.T ke khatir sab kuch qurban kardene wale

  • donon jawab durust hai

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Dawat aur tableegh ke liye wo kahan kahan gaye ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Syria, Palestine , Egypt

  • Turkey , Africa , Afghanistan

  • India , Pakistan , Bangladesh

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Aulaad kab aankhon ki thandaq banti hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Jab Allah S.W.T aur walidain ki farmabardar ho

  • Jab duniya ki kamiyabiyan hasil kare

  • Jab bahut achi job miljaye

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Ismael A.S ki farmabardari se hamen kya seekhne ko milta hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Bachon ko hostel ya teachers ke hawale kardiya jae

  • Achi mehengi schools mein dakhila dilwaya jae

  • Maan (mother) khud apne bachon ki tarbiyat kare aur unhein waqt den

Erklärung