Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Quiz am Qasasulquran quiz 9 , erstellt von Asiya Abdul Raoof am 03/06/2017.

2919
0
0
Keine Merkmale angegeben
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor etwa 7 Jahre
Schließen

Qasasulquran quiz 9

Frage 1 von 10

1

Quraan mein kisi shakhs ka naam lekar burai kyun nahi bayan ki jati ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Take us shaks ke bare mein kisi ko malum na ho

  • take qiyamat tak aane wale koi log agar us burai mein mubtelah ho to usse sabq seekh sake

  • donon jawab durust hai

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Jo shakhs Allah tala ki aayat ki hudud se nikal jata hai tab us ke saath kya hota hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • wo kamiyab ho jata hai

  • Shaytan us ke piche padh jata hai

  • takabbur mein mubtela ho jata hai

Erklärung

Frage 3 von 10

1

In ayat mein Zameen ki taraf jhukne se kya murad hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • sajde mein jana

  • aajazi ikhtiyar karna

  • apni dunyayi khahishat mein padhkar Allah tala ki aayat ke zariye se duniya ke faide hasil karna

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Bani israel ke kis shaks ka ye waqiye hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • taurat ke mutabiq balam bin baorah

  • taurat ke mutabq ek abid

  • taurat ke mutabiq ek muttaqi

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Kya cheez insan ko nafs parasti se bacha sakti hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Bahut sari kitabein padhna

  • only dua

  • wahi ke roshni mein ilm hasil karna aur us par amal karna

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Aap deen ka kaam karrahehon aur aap ko koi tohfa den to ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • aap use khushi khushi qubool karlen kyunke ye aapka haq hai

  • tohfa lotade

  • aapki niyat lene ki naa ho

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Deen ka kaam karne walon ko shaytan kis tarah behkata hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • pehle shirk aur bida'at mein involve karta hai

  • us ke baad riya kari aur shuhrat ki tamanna dil mein paida karta hai .

  • donon durust hai

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Islam hamen jo taleem deta hai .

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • duniya ke bande ban jao

  • aitedal ki rah ikhtiyar ki jae (beech ki)

  • duniya ko bilkul hi tark kardiya jae

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Aaj ke waqae se hamen kya sabaq milta hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • bas aayat padh kar guzar jaen

  • ghaur wo fikar karen

  • donon jawab durust nahi haain

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Kahishe nafs se kaise bacha ja sakta hai .

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Allah tala se dua ki jae

  • naik logon ki sohbat ache ustad ka saath

  • donon jawabat durust hai

Erklärung