Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Quiz am Qasas al quran 11 part 1, erstellt von Asiya Abdul Raoof am 05/06/2017.

2783
0
0
Keine Merkmale angegeben
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor mehr als 7 Jahre
Schließen

Qasas al quran 11 part 1

Frage 1 von 10

1

Yusuf alayhissalam ki story ke bare mein kin logon ne quraish se poochwane lagaya tha?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Nasara

  • Yahood

  • Roomiyon

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Is Yusuf alahyssalam ki kahani ko quran mein kin lafzon mein bayan kiya gaya hai

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Husn al qasas

  • Ahsan al qasas

  • Husn-e-Ikhlaq

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Is kahani mein logon ke liye nishaniya hai

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • True

  • False

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Yusuf alahyssalam ki s shahar ke rehne wale the

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Egypt

  • Kannaan

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Is bat mein kiya maslihat thi ke Allah taala unko dehat se shahar mein lekar aaya

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Take woh bade shahar mein rehkar logon se seekhe

  • Unko ek country ki hukoomat karni thi toh Allah unko sikhana chahta tha

  • all of the above

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Yaqoob alahyssalam ka jawab jab beton ne khoon bhara huwa qamees laye

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • فصبر جمیل

  • و اللہ المستعان

  • all of the above

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Jab aurton ne yusuf alahyssalam ko dekha toh kiya kaha

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Haza malikun kareem.

  • baqi ke donon jawab durust hain

  • yeh ek farishta maloom hota hai

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Misr uswaqt taraqi yafta riyasat thi.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • True

  • False

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Yusuf alahysalam ke 13 bhai the

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • True

  • False

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Yusuf alahysalam jab kunwe mein the, unko travellers ne lekar kam qeemat par bechdiya

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • True

  • False

Erklärung