Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Quiz am Qasasulquran quiz 13 , erstellt von Asiya Abdul Raoof am 07/06/2017.

2286
0
0
Keine Merkmale angegeben
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor mehr als 7 Jahre
Schließen

Qasasulquran quiz 13

Frage 1 von 10

1

Bani israel is naam se kyun mashhoor hue ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • kyunke yeh unka naam tha

  • ye unke rasool ka laqab tha

  • ye Yaqub A.S ke aulad mein se the aur Yaqub A.S ka laqab Israel tha

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Israel ka matlab hai

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Abdullah

  • Allah ka bandah

  • Donon jawab durust hain

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Bani israel ka pehla urooj ka daur konsa tha ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Sulaiman A.S

  • Uzair A.S

  • Yaushe bin noon, Dawud A.S, Sulaiman A.S

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Bani israel zawal mein kyun mubtela hue ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Unhon ne Allah tala ki kitab ko bhula diya tha

  • Fahashi be hayayi aam hogayi thi

  • deen ka mazak bana liya tha

  • diye gaye tamaam jawabaat jawab durust hai

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Dobara Urooj unhen kaise hasil hua ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Kyunke wo bahut duaen karte the

  • maujeze ke zariye se hua (miracle)

  • Uzair A.S ne taurat likha unki islah thi tab unhon ne tauba ki

Erklärung

Frage 6 von 10

1

KIs kis ne bani israel par hamla kiya aur unko nuqsan pahunchaya ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • A). Abraha ne

  • B) Bukht nasar

  • C) Teetas ne

  • B aur C durust hai

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Qaumein kyun zawal ka shikar hoti hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Unke andar akhlaqi girawat aajati hai

  • Gunah aur behayayi aam hojati hai

  • Apni halat ko badalne ka koi jazba nahi rehta

  • diye gaye tamaam jawabaat durust hai

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Aaj ummate muslimah kis tarah apna izzat wala muqam hasil karsakti hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Sahaba ikram ke waqiyat padh kar

  • apna talent maal aur waqt is rah mein lagakar

  • Donon jawab durust hai

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Umar R.A kis baat par ro padhe the ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Msalmanon ko victory mili isliye

  • Wo fikarmand the ke Urooj ke baad zawal bhi hai

  • Donon jawab durust hai

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Ham is kaam mein apna hisse kaise daal sakte hain ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Apne bachon ki sahi tarbiyat karke

  • hamare paas jo talent hai use Allah tala ke rah laga ke

  • donon durust hai

Erklärung