Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Quiz am Qasasulquran quiz 20 , erstellt von Asiya Abdul Raoof am 14/06/2017.

1838
0
0
Keine Merkmale angegeben
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor mehr als 7 Jahre
Schließen

Qasasulquran quiz 20

Frage 1 von 10

1

Kuffare Makkah hazrat Luqman ko kis tarah jante the ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • ek haqeem aur dana ki haesiyat se

  • ek nabi ki haesiyat se

  • ek maaldaar shakhs ke haesiyat se

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Aap S.A.W se hajj ke mauqah par Madeenah ke kis shakhs se mulaqat hui jin ke paas sahife Luqman tha ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Zaid bin Thabit

  • Suwaid bin Samit

  • Aus aur khazraj

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Allah S.W.T ne Luqman A.S ki naseehat se Makkah walon ko kya samjhana chaha ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • JIs ka zikr tum karte hai hamne bhi Quraan mein kiya hai

  • Tum shirk karte ho Luqman bhi shirk karte the

  • JIs shakhs ko tum itni ehmiyat dete ho wo khud shirk se bezaar tha

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Hamen bachon ki tarbiyat karte hue kaisa rawayya ikhtiyar karna chahiyye ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Dantkar samjhana chahiyye

  • Taqreer karni chahiyye

  • Pyar bhala andaz ho muhabbat se mukhatib kiya jae

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Bache bari bari taqrreren sunna pasand nahi karte balke apne walden ka kiya gaya amal unke liye mash ale raah hota hai .

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • true

  • false

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Teen logon ki duaa radd (reject) nahi ki jaati...unmein se ek kaun hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Maan ki apne aulad ke liye

  • Aulad ki apne waledaen ke liye

  • walid ki apni aulad ke liye

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Bachon ki achi tarbiyat ke liye kya kiya jasakta hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • A) unko masjid se jora jae

  • B)acha mauhaul provide kiya jae

  • C) Achi kitabein padhne ki targheeb di jae

  • A,B, C sab durust hai

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Haqeem Luqman kahan ke rehne wale the ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Sudan aur Misr ke paas ke ilaqe ke the

  • Makkah ke

  • Madinah ke

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Aqeemus salah ka kya matlab hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Namaz padhna

  • Namaz qayem karna matlab aap khair ka qaam kare aur burai se ruke

  • Logon ko namaz padhana

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Sahaba ikram ek ayat sunkar pareshan hogaye ke ham mein se kon aisa hai jis ne zulm nahikiya hai to aap S.A.W ne kya jawab diya ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Tum Allah tala se maafi mango

  • koi neki karo

  • kya tum ne Luqman ki waseehat apne bete ke liye nahi suni jis mein unhon ne kaha tha ke shirk sab se bada zulm hai

Erklärung