Q1. Ali (ra) ki khilafat ki bait kahan ki gayi ?
Masjid
Unke ghar per
Talha (ra) ke ghar per
Q2. Ali (ra) ne kis ghazwae mein mubarizat (begining) ki ?
Badr
Tabuk
Jamal
Q3. Ali (ra) ke qaul ke mutabiq Alim ke khula (gap) ko koun par karsakta hai ?
Sakhi
Talibe ilm
Usi tarah ka dusra Alim
Q4. Ali (ra) ne farmaya ke "akhirat ka safar taweel hai ye raat ke waqt chalne se hi katega". Usse unki kya murad thi ?
Raat ka ghasht
Tahajud ka ehtemam
Jannat ka rasta andhero se bhara huwa hai
Q5. Urs wa mele ka riwaj Islam ki ibteda ke kitne saal baad padha ?
300 saal baad
200 saal baad
100 saal baad
Q6. Ali (ra) ne farmaya "_________________ kabhi Allah ki rehmat se mayus nahi hote"
Alim
Dono jawabat durust hai
Q7. Ali (ra) ki fauj mein kitne sahabi shamil the ?
1000
200
500
Q8. Jang-e-Jamal mein kitne log mare gae ?
100-200
15000
Q9. Ammar Bin Yasir (ra) kis jang mein shahid huwe ?
Siffin
Mustaliq
Q10. Khawarij kiske khilaf the ?
Ali (ra)
Muawiya (ra)