Q1. Abdur Rahman Bin Auf (ra) ne apne muakhati bhai ki peshkash ke Aap (saws) mera adha maal lele, ka kya jawab diya ?
Wo fauran razi hogae
Sonch kar jawab dene ka kaha
Allah aap ke maal mein barkat de. Aap mujhe bazar ka rasta dikha de
Q2. Jang-e-Uhud mein 20 se zyada choote lagne ki wajah se un mein kya nuqs paida hogaya ?
Langdhe hogae
Haath bekar hogae
Chehra bighad gaya
Q3. Abdur Rahman Bin Auf (ra) ki gawahi per Umar (ra) ne kinse jizya wusool kiya ?
Iran ke yahudio se
Iran ke isaion se
Iran ke majusion se
Q4. Nabi (saws) ne kis sahabi ki imamat mein puri 1 rakat padhi ?
Abu Bakr (ra)
Saad Bin Abi Waqqas (ra)
Abdur Rahman Bin Auf (ra)
Q5. Besh baha (qeemti) tahaif dene per Ayesha (ra) ne Abdur Rahman Bin Auf (ra) ko kya dua di ?
Allah unke kirdar ko nikhare
Allah unke ilm mein izafa farmae
Allah unko sarsabeel ka paani pilae
Q6. Hadeeth : Har ummat ka ek ___________ hota hai aur meri ummat ka _____________ Abu Obaidah Bin Jarrah hai.
Amin
Sadiq
Muhsin
Q7. Ghazwae Uhud mein Rasool (saws) ki takleef dur karne ke wajah se Abu Obaidah (ra) ko kya qurban karna padha ?
Apne 2 nichle daanth
Apni 2 ungliya
Apni ankh
Q8. Abu Obaidah ke muakhati bhai :-
Abu Talha (ra)
Abu Zar Ghaffari (ra)
Abu Ayub Ansari (ra)
Q9. Ye alfaz kis jaleel ul qadr sahabi ke hai "meri be sarosamani hi mujhe meri manzil tak puhchae gi"
Umar (ra)
Abu Obaidah Bin Jarrah (ra)
Q10. Kounsi beemari Abu Obaidah (ra) ki wafat ka sabab bani ?
Haida / cholera
Tawoon / plague
Yarqaan / jaundice