Q1. Alamate Qayamat padhne ka maqsad kya hai ?
Akhirat ki tayyari
Ilm hasil karna chahiye
Iska taluq ibadat se hai
Q2. Hadeeth Rasool (saws) hai "jise apne wade ka lihaz nahi uska koi ______________ nahi"
Deen
Dunya
Ilm
Q3. Rehmi rishto se kya murad hai ?
Padosi
Dost ehbab
Khooni rishte
Q4. "Jis ne ___________________ din se zyada apne bhai se tark taluq kiya aur mar gaya toh wo Jahanam mein jaega"
3
5
7
Q5. In mein se kya qayamat ki nishani nahi hai ?
Jaan pehchan ke logon ko salam karna
Tijarat ka aam hona
Jhooti gawahi na dena
Q6. Harj kya hai ?
Be amali
Kudgharzi
Qatl
Q7. Waqt ghat jane se kya murad hai ?
Din 24 hours se kam reh jaega
Waqt mushkil se katega
Waqt ka tezi se guzarna
Q8. Shuh se kya murad hai ?
Dil ki tangi
Waqt ki tangi
Maal ki tangi
Q9. Inko shidad ke hisab se tarteeb de 1. Kanjoosi 2. Kudgharzi 3. Bakhili
1-3-2
1-2-3
3-1-2
Q10. Qayamat se pehle koun log honge ?
Jhooti gawahi dene wale
Sachi gawahi dene wale
Dono jawab durust hai