Zusammenfassung der Ressource
Frage 1
Frage
Q1. Maut se nafrat aur dunya se mohabbat ke liye ahadeeth mein kya lafz aya hai ?
Frage 2
Frage
Q2. Qayamat se pehle awaam _____________________ hukumat ki zimedariya na ahli aur bad diyanat logon kesupurd karege.
Antworten
-
Jante bujhte
-
La ilmi mein
-
Galat fehmi ki wajah se
Frage 3
Frage
Q3. Yemen mein Zulkhulasa ke muqam per kis qabile ka budd tha ?
Antworten
-
Doos
-
Banu Taim
-
Banu Taglab
Frage 4
Frage
Q4. Qayamat ke qareeb kafir musalmano per chad dodhege. Us waqt musalman kitne honge ?
Antworten
-
Tadad mein kam
-
Kasrat mein
Frage 5
Frage
Q5. Qayamat se pehle arbon mein dobara budd parasti shuru hojaegi.
Frage 6
Frage
Q6. Qayamat se pehle kitne jhute Dajjal zahir honge ?
Frage 7
Frage
Q7. Jhute Dajjal kya dawah karenge ?
Antworten
-
Nubuwat ka
-
Khudai ka
-
Imamat ka
Frage 8
Frage
Q8. Ummat ka 1 groh haqq per qaim rahega. Unki humesha maddad hoti rahegi aur koi mukhalif quwat unhe nuqsan nahi puhcha sakegi.
Frage 9
Frage
Q9. Hauze Kawsar se kin logon ko lauta diya jaega ?
Antworten
-
Mushriko ko
-
Biddation ko
-
Firqa paraston ko
Frage 10
Frage
Q10. Laat aur Azza kya hai ?