Zusammenfassung der Ressource
Frage 1
Frage
Q1. Madina Munawwara ki kharabi se kis cheez ka aghaz hoga ?
Antworten
-
Jango ka
-
Zalzalo ka
-
Barisho ka
Frage 2
Frage
Q2. ________________ itehadi ek muarka mein ___________________ ke khilaf 9 lakh 60 hazar ka lashkar-e-jirar ikhata karenge.
Antworten
-
Musalman - Isaaion
-
Issai - Musalmano
-
Isaai - Yahoodion
Frage 3
Frage
Q3. Nabi (saws) ne kis shehar ke bare mein sahaba ikhram (ra) se pucha ke "kya tumhe wo shehar malum hai jiske ek janib khushki aur dusri janib samandar hai" ?
Frage 4
Frage
Q4. Dajjal ke zahoor se pehle musalmano aur isaaion ke darmiyan kitne din shadid khoon rez jang hogi.
Frage 5
Frage
Q5. Is khoon rez jang mein kitne fisad log marjaege ?
Frage 6
Frage
Q6. Turkiyon aur ______________________ se jang mein pehl na karne ka hukum diya gaya hai ?
Antworten
-
Habashion
-
Arabon
-
Yahoodion
Frage 7
Frage
Q7. Qayamat se pehle shuru hone wali badi jango mein ek shaks bade karname sar anjam dega. Wo koun hoga ?
Antworten
-
Damishq ka arbi shaks
-
Damishq ka ajmi shaks
-
Madinah ka ajmi shaks
Frage 8
Frage
Q8. Imam Mehdi ka kya naam hoga ?
Antworten
-
Muhammmad Bin Abdullah
-
Uthman Bin Abdullah
-
Umar Bin Abdullah
Frage 9
Frage
Q9. Imam Mehdi ka daure khilafat kitne saal hoga ?
Frage 10
Frage
Q10. Hadeeth : Mehdi mere khandan aur ________________ ki aulad mein se hoga.
Antworten
-
Zainab (ra)
-
Ruqaya (ra)
-
Fatima (ra)