Zusammenfassung der Ressource
Frage 1
Frage
Q1. Abdullah Bin Abbas (ra) ki walda ka naam batae :-
Antworten
-
Lubaba Kubra
-
Asma
-
Maimona
Frage 2
Frage
Q2. Ibn Abbas ki paidaish kab hui ?
Frage 3
Frage
Q3. Abdullah Bin Abbas (ra) kitne saal ki umr mein Madina tashreef lae ?
Frage 4
Frage
Q4. Abdullah Bin Abbas (ra) ki khala ka naam batae jo ummahat ul momineen mein se hai ?
Antworten
-
Umme Salma (ra)
-
Maimona (ra)
-
Umme Habibah (ra)
Frage 5
Frage
Q5. Abdullah Bin Abbas (ra) ko kitne saal Rasool (saws) ke qurb mein guzarne ka mauqa mila ?
Frage 6
Frage
Q6. Rasool (saws) ne ye jumla kiske bare mein irshad farmaya "هذا شيخ القريش"
Antworten
-
Abdullah Bin Umar (ra)
-
Abdullah Bin Zubair (ra)
-
Abdullah Bin Abbas (ra)
Frage 7
Frage
Q7. Abdullah Bin Abbas (ra) ka khitab :-
Antworten
-
Habr Ul Ummah
-
Habr Ul Islam
-
Habr Ul Quran
Frage 8
Frage
Q8. Abdullah Bin Abbas (ra) ko Rasool (saws) ke saath ghar per tahajud padhne ke mauqa mila. Unho ne tahajud ke liye uthte waqt kis surah ki akhiri 10 ayat padhne ki hadeeth riwayat ki hai ?
Antworten
-
Surah Al Baqarah
-
Surah Al Mulk
-
Surah Ale Imran
Frage 9
Frage
Q9. Rasool (saws) ne kounsa jumla Abdullah Bin Abbas (ra) ke liye farmaya ?
Antworten
-
Aye Allah ! Usey din ki samjh ata farma aur usey tafseer sikha
-
Aye Allah ! Usey sabr ata kar
-
Aye Allah ! Usey sehat ata kar
Frage 10
Frage
Q10. Abdullah Bin Abbas (ra) ka jumla kya hai jo hadeeth ki dunya mein bahut mashoor huwa ?
Antworten
-
Ilm ko sikhne ke liye aya jata hai, ilm humare darwaze per nahi ata
-
Ilm hasil karo chahiye Chin bhi jana padhe
-
Ilm walon ko apne paas bulao take ilm sikh sako
Frage 11
Frage
Q11. Abdullah Bin Abbas (ra) ka ek aur laqb :-
Antworten
-
Tarjuman Ul Quran
-
Tarjuman Ul Islam
-
Tarjuman Ul Imaan
Frage 12
Frage
Q12. Umar (ra) ne Abdullah Bin Abbas (ra) ko majlis ash shura ka member kis umr mein banaya jisper logon ne kam umr ka ayteraz kiya ?
Frage 13
Frage
Q13. Bachpan mein Abdullah Bin Abbas (ra) ne apne dost ko kaha ke "chalo sahaba ikhram se hadeeth sunte hai" toh unke dost ne kaha ke 'abhi toh bahut waqt hai, hum baad mein sunlenge, abhi khelte hai'.
Usper unho ne kya kaha ?
Frage 14
Frage
Q14. Abdullah Bin Abbas (ra) safr mein kounse roze rakhte ?
Antworten
-
Ramadan ke
-
Ashoora aur Arafah ka
-
Jumerat aur Peer ka
Frage 15
Frage
Q15. Abdullah Bin Abbas (ra) ka inteqal kis jagh huwa ?