Zusammenfassung der Ressource
Frage 1
Frage
Q1. Muaz Bin Jabal (ra) bayte aqba sani mein shamil the, us waqt unki umr kya thi ?
Frage 2
Frage
Q2. Rasool (saws) ne kitne logon ke bare mein farmaya ke unse Quran sikho, un mein Muaz Bin Jabal (ra) bhi shamil the ?
Frage 3
Frage
Q3. Muaz Bin Jabal (ra) ki speciality :-
Antworten
-
Jangi khidmat
-
Ilmi khidmat
-
Maali khidmat
Frage 4
Frage
Q4. Rasool (saws) ne Muaz Bin Jabal (ra) ko kis jagah ka shaikh (governor) muqarar kiya ?
Frage 5
Frage
Q5. "Kisi aurat ne Muaz Bin Jabal (ra) ke jaisa faqhi paida nahi kiya agar Muaz na hote toh mein halak hojata"
Ye kis sahabi ka mashoor jumla tha ?
Antworten
-
Ali (ra)
-
Umar (ra)
-
Uthman (ra)
Frage 6
Frage
Q6. Muaz Bin Jabal (ra) ki umr inteqal ke waqt kya thi ?
Frage 7
Frage
Q7. Muaz Bin Jabal (ra) se marwi ahadeeth ki tedad batae :-
Frage 8
Frage
Q8. Muaz Bin Jabal (ra) ko kisne bayt ul maqdas ke aas pass ke ilaqon ka faqhi (ustad) muqarar kiya ?
Antworten
-
Abu Bakr (ra)
-
Umar (ra)
-
Uthman (ra)
Frage 9
Frage
Q9. Rasool (saws) ne Muaz Bin Jabal (ra) ke bare mein farmaya ke wo sub se zyada _____________________
Frage 10
Frage
Q10. Hadeeth ke mutabiq Muaz Bin Jabal (ra) qayamat ke din kis jamat ke agey agey honge ?