Zusammenfassung der Ressource
Frage 1
Frage
Q1. Quran mein bayan ki gai Allah ki qudrat ki nishanion se aqal wale kya hasil karte hai ?
Frage 2
Frage
Q2. Allah se muhabbat mein kon log shadeed hai ?
Antworten
-
Aqal wale
-
Imaan wale
-
Ilm wale
Frage 3
Frage
Q3. Mushrik ghair Allah se kaisi muhabbat karte hai ?
Antworten
-
Jaisi Allah se karni chahiye
-
Jaisi Allah ke bando se karni chahiye
-
Jaisi apne maa baap se karni chahiye
Frage 4
Frage
Q4. Soofiyon ke nazdeek kai kai din bhooka rehna taqwe ki alamat hai :-
Frage 5
Frage
Q5. Shaitan kiska hukum deta hai ?
Antworten
-
Burai
-
Fahashi
-
Burai & Fahashi
Frage 6
Frage
Q6. Log apne aba o ajdad ki andhi taqleeq kyu karte hai ?
Frage 7
Frage
Q7. Shukar ka aala darja :-
Antworten
-
Amal e saleh
-
Zabaan ka iqrar
-
Dil mein ehsas
Frage 8
Frage
Q8. Allah ne humare liye zyada cheezon ko khane ke liye haram aur bahut kam cheezon ko halal kiya hai :-
Frage 9
Frage
Q9. Wo kounse janwar hai jinka murdar bhi halal hi hai ?
Antworten
-
Machli aur Tiddi
-
Machli aur Murghabi
-
Tiddi aur Ababeel
Frage 10
Frage
Q10. Niamato ke ________________________ se niamato mein izafa hota hai ?