Seerah quiz 4&5

Beschreibung

Quiz on Seerah quiz 4&5, created by Safina qamar Qamar on 09/30/2018.
Safina qamar Qamar
Quiz von Safina qamar Qamar, aktualisiert more than 1 year ago
Safina qamar Qamar
Erstellt von Safina qamar Qamar vor fast 6 Jahre
228
0

Zusammenfassung der Ressource

Frage 1

Frage
Aap ( sws) ko wahi ka aaghaaz
Antworten
  • 40 years me hua
  • 42 years me hua
  • 40 years 6 months me hua

Frage 2

Frage
Subse pehli wahi
Antworten
  • Surah muddassir ki 5 ayathen
  • Surah muzzamil ki 5 ayathen
  • Surah alaq ki 5 ayathen

Frage 3

Frage
Khadija (rz) aap (sws) ko apne chachere bhai [blank_start]warqa bin naufil[blank_end] ke paas le gaye the.
Antworten
  • warqa bin naufil

Frage 4

Frage
Baaz waqt farishtha ek sahabi [blank_start]Dahiya kalbi[blank_end] ki shakel me athe the.
Antworten
  • Dahiya kalbi

Frage 5

Frage
Wahi ki sub se saqt surath koinsi hothi
Antworten
  • Khwaab
  • Ghanti ki tan tanane ki tarha
  • Farishtha asal shakal me aye waqt

Frage 6

Frage
Aap (sws) farishthe ko uski aslu paidaishi shakel me kitne dafa dekhe
Antworten
  • 2
  • 1
  • 3

Frage 7

Frage
Wahi ki itni details jaanna isliye zaaroori hai ke hume malum ho jaye ke quran Allah ke rasool(sws) ka kalam hai
Antworten
  • True
  • False

Frage 8

Frage
Dusri wahi
Antworten
  • Surah qalam ki ayathen
  • Surah muddassir ki ayathen
  • Surah alaq ki ayathen

Frage 9

Frage
Nabiyun ke baad kisi insaan ki fazeelath hi sakthi hai tho wo
Antworten
  • Omer farooq (rz)
  • Othmaan (rz)
  • Abu bakker siddiq(rz)

Frage 10

Frage
Islaam ki raah me subse pehle khoon baha wo ———————— ka hai, jo namaaz padhne ki wajeh se baha....
Antworten
  • Saad bi maaz (rz)
  • Saad bin jabal(rz)
  • Saad bi abi wakhaas (rz)

Frage 11

Frage
Khufiya tableegh ke daur me [blank_start]arqam bin arqam (rz) [blank_end]ka ghar islami mashware ke liye tha.
Antworten
  • arqam bin arqam (rz)

Frage 12

Frage
Islam ki dawath me jo subse zyada muqalifath ki.
Antworten
  • Abu jahal
  • Abu lahab
  • Waleed bin mughaira

Frage 13

Frage
Izhaar e dawth ka pehla hukm jo nazil hua wo ——————-ki ayathen hai.
Antworten
  • Surah shoora
  • Surah shuara
  • Surah shams

Frage 14

Frage
Waleed bin mughaira ka zikr koinse surah me hua
Antworten
  • Surah mumthahinna
  • Surah muzzammil
  • Surah muddassir

Frage 15

Frage
Nabi (sws) ki dawath, nabuwath sirf musalmano tak mahdood thi.
Antworten
  • True
  • False

Frage 16

Frage
Aap(sws) ne farmaya .... ager kisi ko esa(As) ka zuhad dekhna ho tho—————-ko dekhle.
Antworten
  • Abu bakker siddiq(rz)
  • Abu syeed qudri (rz)
  • Abu zer ghaffari (rz)

Frage 17

Frage
Logo ko Aap(sws) ki bath sunne se rokne ke liye kahaniyan, rusthum wa isfindiyaar ke qisse seekh ker aya kerthe tha ......
Antworten
  • Nazer bin harees
  • Waleed bin mughaira
  • Umayya bin khallaf

Frage 18

Frage
Ibraheem (As) aur Looth(As) ke baad ye pehla juda tha jinhone hijrath e habsha ki
Antworten
  • Musab(rz)
  • Bilal(rz)
  • Osmaan(rz)

Frage 19

Frage
Islaam me complete family jo shaheed hui
Antworten
  • Amr bin al-aas ki
  • Amr bin fuheera ki
  • Ammar bin yasir ki

Frage 20

Frage
Abu bakker siddiq(rz) in sub ghulaam ki khareed ker azaad kiye....
Antworten
  • Hazrath bilal(rz),Aamer bin fuheera(rz)& abu fakeha(rz)
  • Hazrath bilal(rz),Aamer bin fuheera(rz),abu fakeha(rz) & khabbab bin arith (rz)
  • Hazrath bilal(rz) & Aamer bin fuheera(rz)
Zusammenfassung anzeigen Zusammenfassung ausblenden

ähnlicher Inhalt

Mathe Quiz
JohannesK
Newtonsche Gesetze
JohannesK
Zeitformen Französisch
AntonS
03_Offene Handelsgesellschaft
Stefan Kurtenbach
06_Aktiengesellschaft (Karteikarten)
Stefan Kurtenbach
Pflegehelfer SRK Modul 1
Taniwo
Globalization – global challenges
ExamTime Bewerter
Anatomie Grundlagen
m m
Vetie - Tierzucht & Genetik - S V
Fioras Hu
Vetie - Innere Medizin 2013
Fioras Hu
AVO & Klinische Pharmakologie 2013
Birte Schulz