Zusammenfassung der Ressource
Frage 1
Frage
——————-sahabike mukhlisana aur hakimanadawath ke nathije me madina munawarra ka her ghar aqeeda ye touheed se roishan ho gaya.
Antworten
-
Khabab bin arith (R .A)
-
Omer bin khathaab(R.A)
-
Musab bin umair(R.A)
Frage 2
Frage
Allah ke rasool (SWS) ——- sahabi ko syede shohda ka laqab diye.
Frage 3
Frage
Koinse sahabi baek waqt do hath se talwaar chalya kerthe the.
Antworten
-
Humza(R.A)
-
Ali(R.A)
-
Omer(R.A)
Frage 4
Frage
Hazrath omer(R.A) gusse me apni bahen aur bahenoyi ke ghar ka rukh kiye wahan us waqt surah————-ki tilawath ki jarahi thi.
Antworten
-
Surah haa qaah
-
Surah sajda
-
Surah taha
Frage 5
Frage
Habsha mein musalman minority ne hone ke wajeh se
Antworten
-
Apne deen se na waqif rahe
-
Islami tahzeeb ko bhool gaye
-
Islaam ki tahzeeb aur ibadath per jame rahe
Frage 6
Frage
Hijrathain ( duhri hijrath ) ka laqab mila.
Frage 7
Frage
Humza (R.A)ko ek kaneez ne aap(SWS) per ho rahe zulm ki taraf mutawajje kiya.jo unke liye islam qubool kerne ka baes hui.
Antworten
-
Omer (RA) ki kaneez lubaina thi
-
Umyya bin khalllaf ki kaneez
-
Abdullah bin jadan ki kaneez thi
Frage 8
Frage
Hazrath humza (R.A) aur omer (R.A)nabuwath ke kitne saal baad musalmaan hue .......
Frage 9
Frage
Omer (R.A) ke qubooliyath e islaam se pehle Aap(SWS) per waar ki niyath se kaba pahonche tho Aap(ssws)———tilawath kee rahe the.
Antworten
-
Saurah haa meem
-
Surah hashr
-
Surah haaqah
Frage 10
Frage
Jab hz.omer (R.A) islaam laye tho islaam zahair hua iski alaaniya dawth di gayi.
Frage 11
Frage
Shaq e qamar ka waqiya kab hau
Antworten
-
Boycott ke baad
-
Boycott se pehle
Frage 12
Frage
“Omer (R.A) khush ho jayo mujhe ummeed hai ke rasool(sws) ne jummerath ki raath tumhare muthaliq ki thi ke aye Allah umer bin khatthab ya abu jahel bin hishaam ke zariye islaam ko quwwath pahoncha ye wahi hai” ye koinse sahabi ke alfaaz hai........
Antworten
-
Hz.HumA (R.A)
-
Hz. Sohaib (R.A)
-
Hz. Khabab bin arat(R.A)
Frage 13
Frage
Mukammil boycott nabuwath ke ——-year me hua .
Frage 14
Frage
Abu lahab, banu hashim aur banu ul muthallib kha muslim ho ya kafir shoob e abi talib me samet aye.
Frage 15
Frage
Shoobe abi talib me kitne saal mahsoor the?
Antworten
-
3 years
-
4 years
-
3 years 3 months