Zusammenfassung der Ressource
Frage 1
Frage
Ustaad ko,shagird ko bata dena chahiye ilm ke raste mein jo mushkilaat anewali hon
Frage 2
Frage
Khizar AS ne kashti ke saat kya mamla kiya?
Frage 3
Frage
Khizar AS ne Allah swt ke aur apne ilm ko kis se tashbi di?
Antworten
-
Samundar aur chidiya ki chonch ke pani se
-
Darakht aur uske patte se
-
Kitab aur uske ek lafz se
Frage 4
Frage
Diwaar ke saat Khizar AS ne kya mamla kiya?
Antworten
-
Giraa di
-
Unchi kar di
-
Marammat kar di (repair)
Frage 5
Frage
Basti walon ne Khizar AS aur Musa AS ki behtareen dawat ki
Frage 6
Frage
Musa AS aur Khizar AS ne jis kashti par safar kiya wo kis ki thi?
Antworten
-
Badshah
-
Khizar AS
-
Miskeen logon ki
Frage 7
Frage
Kashti ke malik kaise the?
Antworten
-
Tang dil
-
Khule dilwale
-
Gunahgaar
Frage 8
Frage
Jis naujawan ko Khizar AS ne qatl kiya uske walidain kaun the?
Frage 9
Frage
Umme Sulaim RA aur Abu Talha RA ne kis baat pe sabr kiya?
Antworten
-
Maal ke nuqsan pe
-
Bete ki maut pe
-
Bimari pe
Frage 10
Frage
Khizar AS ne jab Musa AS ko kaha ke ab hum mein judai hoti hai to Rasool Allah SAW ne kya farmaya?
Antworten
-
Agar Musa AS sabr karte to hum ko kuch aur waqiyaat ka pata chalta
-
Khizar AS ko aisa nahi kehna chahiye tha
-
Musa AS bahot jaldbaaz the