Zusammenfassung der Ressource
Frage 1
Frage
Akhsarein ka mane kya hai?
Frage 2
Frage
Kaun log aamaal ke hisab se bahot bada nuqsan utanewale hain?
Antworten
-
Jin ki saari koshish duniya ke liye hai.
-
Jo deen aur duniya ko saat saat lekar chale
-
Jin ke liye deen hi sab kuch tha
Frage 3
Frage
Kin ke liye jahannum bataure mehmani hogi?
Antworten
-
Kafireen
-
Kazibeen
-
Mushfiqeen
Frage 4
Frage
Hadees ka mafhoom: Ibn e Adam ke paon hil bhi na sakenge jabtak ke wo kitne sawalo
ke jawab na de den?
Frage 5
Frage
Jin sawalon ke jawab diye baghair Ibn e Adam ke paon hil bhi na sakenge un mein se 2 sawalaat kis bare mein hain?
Frage 6
Frage
Aamaal ka daro madaar kis pe hai?
Frage 7
Frage
Qubooliyat e aamaal ke liye kaun si do sharayat (conditions) lazim hai?
Frage 8
Frage
Abu Hurairah RA kis bare mein hadees sunate huwe behosh hogaye?
Antworten
-
Riyakari ke bare mein
-
Benamazi ke bare mein
-
Gussa karne ke bare mein
Frage 9
Frage
KIn logon ke liye mizaan hi na rakha jayega?
Antworten
-
Kafireen
-
Mushfiqeen
-
Kazibeen
Frage 10
Frage
Hum kis hi tarif bayan kar hi nahi sakte?
Antworten
-
Allah SWT
-
Muttaqeen
-
Mohsineen