Zusammenfassung der Ressource
Frage 1
Frage
Q1) Liyaan ka matlab kya hai ?
Antworten
-
Ek dusre per Laanat karna
-
Ek dusre per hasrat karna
-
Ek dusre per ilzaam lagana
Frage 2
Frage
Q2) Aaj ke daur mein behayai ko kya samjha ja raha hai ?
Antworten
-
ill-cultured hona
-
illiterate hona
-
Modern aur acha hona
Frage 3
Frage
Q3) Hazrat Ayesha(RA) ki Khadima ka naam kya tha ?
Antworten
-
Umme Mistah
-
Bareerah
-
Umme Aiman
Frage 4
Frage
Q4) Scandals ke taaluq se Islaam humein kya taleem deta hai ?
Antworten
-
Khoob charcha karna chahiye
-
Us baat ko daba dena chahiye
-
Qareebi rishtedaar ko bata sakte hain
Frage 5
Frage
Q5) "Siddeeq ki beti aur Nabi ki biwi, Hazrat Ayesha(RA) tumse badhkar paak-saaf aur muttahirah hai" Ye kis Sahabi ka qaul tha ?
Frage 6
Frage
Q6) Kisiper tohmat lagana Allah ke nazdeek kaisa amal hai ?
Antworten
-
Bohot badi baat hai
-
Maamuli baat hai
-
Ghair zaruri baat hai
Frage 7
Frage
Q7) Liyaan ke baad shohar aur biwi mein kabhi bhi dobara...
Antworten
-
Talaq nahi ho sakta
-
Nikah nahi ho sakta
-
Nikah ho sakta hai
Frage 8
Frage
Q8) Agar koi Shaqs kisi ghair aurat per tohmat lagaaye to uska faisla...
Frage 9
Frage
Q9) Agar koi shaqs apni biwi per ilzaam lagaye to uska faisla
Frage 10
Frage
Q10) Liyaan ke baad honewala bachcha kisse mansoob kiya jayega ?
Frage 11
Frage
Q11) Kisi ke baare galat bayani sunay to hamara rawaiyya kya hona chahiye ?
Frage 12
Frage
Q12) Liyaan ke baad aurat k naan-nafkha...
Frage 13
Frage
Q14) ifk ka waqiya kis ghazwe ke baad paish aaya ?
Antworten
-
Ghazwa-e-Badr
-
Ghazwa-e-Banu Mustalaq
-
Ghazwa-e-Uhud
Frage 14
Frage
Q14) Wo kaunsi Ummuhatul Mumineen hai jo sabse zyada sadqa-khairaat kiya karti thi ?
Antworten
-
Zainab binte Jahash(RA)
-
Hafsah (RA)
-
Maimoona(RA)
Frage 15
Frage
Q15) Agar koi paak daaman,muhsinaat aurat koi galat kaam karti hai to uski saza...