Zusammenfassung der Ressource
Frage 1
Frage
Surah Nisa ki ayat 15 mein zina ki saza, kis surah mein naye ahkaam ane ke baad mansooq kar di gayi?
Antworten
-
a) Surah Noor
-
b) Surah Baqarah
-
c) Surah Anfaal
Frage 2
Frage
Aurat pe ilzam laganewala agar gawah na la sake to use kode maarne ki saza di jayegi. Is saza ko kya kaha jata hai?
Antworten
-
a) Eela
-
b) Hadd e qazaf
-
c) Liaan
Frage 3
Frage
Gunah e kabeera ke murtabik ki taubah qubool nahi ki jati.
Frage 4
Frage
Maut ke asaar namudaar hone ke baad ki taubah _____________ .
Frage 5
Frage
Zina ki had lagane ke liye kitne gawah darkaar hain?
Frage 6
Frage
Gunah pe sharminda hona aur ainda us gunah se ruk jaana _____________ ki shartein hain.
Frage 7
Frage
Ayat no 19 mein kis ko kiske bare mein ahkaam diye gaye hain.
Antworten
-
a) Mard ko aurat ke baae mein
-
b) Maaldaar ko ghareeb ke baare mein
-
c) Walidain ko aulaad ke baare mein
Frage 8
Frage
Zamane jahiliyat mein bewa aurat par kiska zor chalta tha?
Frage 9
Frage
Agar kisi shaqs ko apni biwi pasand na ho to uske baare mein Allahta'la kya farma rahe hain?
Frage 10
Frage
Hadith ka mafhoom : Faraiz ki pabandi, sharmgaah ki hifazat karnewali aur shohar ki farmabardaar biwi qayamat mein ________.
Antworten
-
a) Wo jannat ke 8 darwazon mein se jis se chahe daqil hojaye.
-
b) Jannat me shohar ke saat dakhil hojaye
-
c) Jannat mein dakhil hojaye