Zusammenfassung der Ressource
Frage 1
Frage
Kin logon ko kaha gaya hai ke wo nashe ki halat mein namaz ke qareeb na jayen.
Antworten
-
a) Munafiqeen ko
-
b) Mushrikeen ko
-
c) Momineen ko
Frage 2
Frage
SUKARA se kya muraad hai ?
Antworten
-
a) Har qism ka nasha
-
b) Tambaku
-
c) Sharab
Frage 3
Frage
Sharab ki hurmat Qur'an mein kis tarah nazil ki gayi?
Antworten
-
a) Surah Baqarah mein ek hi aayat nazil ki gayi.
-
b) Surah Nisa mein ek hi ayat nazil ki gayi.
-
c) Aahista ahista aayaat nazil huin akhirkaar haram qarar kar diya gaya.
Frage 4
Frage
Kis surah mein sharab ko haram qaraar de diya gaya?
Antworten
-
a) Baqarah
-
b) Maaidah
-
c) Nisa
Frage 5
Frage
Janabat se taharat tayammum ke zariye nahi ho sakti
Frage 6
Frage
Hidayat ke badle gumrahi khareedne se kya murad hai?
Frage 7
Frage
Hamein Yahood se kis tarha ka rawaiyya rakhna chahiye?
Frage 8
Frage
Isa as ne ulama e yahood se farmaya ke tum zeera to chaante ho magar Oont nigal jate ho. Isse kya murad hai?
Frage 9
Frage
Yahood Rasool Allah saw ki majlis mein kya kehte?
Antworten
-
a) Unzurna wa ataana
-
b) Unzurna wa samaina
-
c) Unzurna wa asaina
Frage 10
Frage
Kitab ko tode marodkar padhne se murad hai ke kitab ko is tarha se padhna ke baat sunne wale ki samajh mein saaf saaf aye.