Seerah quiz-7 & 8

Beschreibung

Understanding the life of the Prophet pbuh
Shabana Rupani
Quiz von Shabana Rupani, aktualisiert more than 1 year ago
Shabana Rupani
Erstellt von Shabana Rupani vor mehr als 9 Jahre
700
2

Zusammenfassung der Ressource

Frage 1

Frage
Q-1: Makkah se bahar kin logon ne Islam qubool kiye ?
Antworten
  • Tufail bin Amr Dausy, Abu Dharr Ghifari , Abu Huraira
  • Abu Dharr Ghifari, Tufail bin Amr Dausy, Zimad Asdy
  • All of the above

Frage 2

Frage
Q-2: Jis saal aapke do qareebi log wafaat pagaye
Antworten
  • Aam al Feel
  • Aam al huzn
  • Aam al wufood

Frage 3

Frage
Q-3: Safare Taif mein Aap ke saath kaun log the ?
Antworten
  • Zaid bin Sabit R.A
  • Bilal R.A.
  • Zaid bin Harisah R.A.

Frage 4

Frage
Q-4: Taif ke bazaar mein Abdul Rahman bin Udwani ne Aap SAW se Qur'an ki kaunsi Surat suni ?
Antworten
  • Surah Feel
  • Surah Al Qariah
  • Surah Tariq

Frage 5

Frage
Q-5: Jis baagh mein Allah ke Rasool SAW ne panaah li wo baagh
Antworten
  • Uthbah bin Rabiah
  • Abna e Rabiah Utbah aur Shabiah
  • All of the above

Frage 6

Frage
Q-6: Unhone Aap ki khidmat mein kya cheez pesh ki ?
Antworten
  • Khajoor
  • Angoor
  • Pani

Frage 7

Frage
Q-7: Addas kis basti ka tha ?
Antworten
  • Iraq
  • Nainva
  • None of the above

Frage 8

Frage
Q-8: Kis waadi mein jinnon ne Aap SAW se Quran suna
Antworten
  • Wadi e Taif
  • Qarn al manazir
  • Wadi e Nakhlah

Frage 9

Frage
Q-9: Aap SAW Makkah pohonche to kisne Aapko panah di ?
Antworten
  • Akhnas bin Shurait
  • Mutim bin Adi
  • Suhail bin Amr

Frage 10

Frage
Q-10: Isra ka matlab hai...
Antworten
  • Raat ke waqt chalana(le jaana)
  • Uper chadhne ka aala

Frage 11

Frage
Q-11: Isra aur Meraj ka zikr Quran ki kaunsi Surton mein aaya hai ?
Antworten
  • A) Bani Israeel aur Najm
  • B) Isra aur Najm
  • C) Both A and B

Frage 12

Frage
Q-12: Safar e Isra aur Meraj...
Antworten
  • Ruhani safar tha
  • Jismani safar tha
  • Khwab mein pesh aaya tha

Frage 13

Frage
Q-13: Waqeya Isra wa Meraj ki ahadith
Antworten
  • Kisine riwayat nahi ki
  • Tawatur se sabit hai
  • Bohot kam ahadith hai

Frage 14

Frage
Q-14: Aap SAW ne ye safar...
Antworten
  • Sawari per kiya
  • Jibreel Ameen ke saath kiya
  • Burraq sawari per kiya
  • All of the above

Frage 15

Frage
Q-15: Teesre aasman per kis-se mulaqaat hui ?
Antworten
  • Idrees A.S.
  • Yahya aur Isa A.S.
  • Yusuf A.S

Frage 16

Frage
Q-16: Jab aasman ke darwaze per knock kiya gaya to...
Antworten
  • Fauran khol diya gaya
  • Muhammad SAW ka naam sunte hi khol diya gaya
  • Poocha gaya ki kya bulaaye gaye hain

Frage 17

Frage
Q-17: Saatve aasman per kis se mulaqaat hui ?
Antworten
  • Adam A.S.
  • Musa A.S.
  • Ibrahim A.S.

Frage 18

Frage
Q-18: Ibrahim A.S. kis se tek lagaye baithe the ?
Antworten
  • Baitulllah se
  • Bait al Ma'moor se
  • Bait al izzat se

Frage 19

Frage
Q-19: Allah ke Rasool SAW ne Jibreel A.S. ko kitni dafa unki asal surat mein dekha ?
Antworten
  • 1 dafa
  • 2 dafa
  • 3 dafa

Frage 20

Frage
Q-20: Allah ke Rasool SAW ne Allah tala se (Sidrat al Muntaha per) parde ki oth se...
Antworten
  • Kalaam kiya
  • Dekha
Zusammenfassung anzeigen Zusammenfassung ausblenden

ähnlicher Inhalt

Religious Expression
Dhanil Capil
Major World Religions-Islam
Caoimhe O'Connell
AP World History Chapter 7
matthewchand12
Matters of Life and Death GCSE
kate.siena
The Five Pillars of Islam
ClareArmstrong
Religious Studies: Islam
sharmilaanju
Ways to a Happy Life - Quiz 2
Al Huda Canada
Ways to a Happy Life - Quiz 1
Al Huda Canada