Tadween-e-Hadees test ppr-1

Beschreibung

History of compilation of the Hadith of Prophet pbuh
Shabana Rupani
Quiz von Shabana Rupani, aktualisiert more than 1 year ago
Shabana Rupani
Erstellt von Shabana Rupani vor mehr als 9 Jahre
281
0

Zusammenfassung der Ressource

Frage 1

Frage
Q-1: Wahi ke lughvi maani hai...
Antworten
  • Khufiya ishara
  • Teiz ishara
  • Dono jawabaat durust hain

Frage 2

Frage
Q-2: Jo ghair Muslim research karke Musalmano ki tareekh ya Hadees ke baare mein likhe use...
Antworten
  • Mushrikeen kehte hain
  • Mustash-riqeen kehte hain
  • Zandeeq kehte hain

Frage 3

Frage
Q-3: Wahi kitni qism ki hoti hai ?
Antworten
  • Wahi 1 qism ki hoti hain
  • Wahi 2 qism ki hoti hai
  • Dono jawabaat durust hain

Frage 4

Frage
Q-4: Wahi ka ilm seekhne ke liye Muhaddiseen jo safar karte use...
Antworten
  • Qaafela kaha jaata hai
  • Rehla kaha jaata hai
  • Haafla kaha jaata hai

Frage 5

Frage
Q-5: Muhaddiseen ka kisi se Hadees lene ka kya mayaar(standard) tha ?
Antworten
  • Bohot bariki se jayeza lete
  • Uska uthna-baithna,khana-peena note kiya jaata
  • Sunnat per al kitna hai, Rizq halal hai ya nahi dekha jaata
  • Tamam jawabaat durust hain

Frage 6

Frage
Q-6: Hadees ki kitni qismein hain ?
Antworten
  • Qauli,Fe'li, Amali
  • Qauli, Fe'li, Taqreeri
  • Qauli, Amali, Fe'li

Frage 7

Frage
Q-7: Wo chain jismein Imam Malik, Hazrat Nafea' se aur Nafea Abdullah bin Umar se aur Abdullah bin , Aap (SAW) se tiwayat karein,kya kehlati hai ?
Antworten
  • Silsilatul Fidda(Silver chain)
  • Silsilatul zahab(golden chain)
  • Silsilatul Sadeqa

Frage 8

Frage
Q-8: Hadees ke lughvi ma'ani(linguistic meaning) kya hai ?
Antworten
  • Jadeed ya nayi cheez
  • Khabar, Baat
  • Qadeem ke muqable mein jadeed
  • Tamaam jawabaat durust hain

Frage 9

Frage
Q-9: Qur'an per amal karne ka tariqa _______ se maaloom hota hai
Antworten
  • Waqe'aat se
  • Hadees se
  • Waliyon aur Imamon se

Frage 10

Frage
Q-10: Teen mawaqe aise hain, jinse har Insaan ka mazhab zahir hota hai
Antworten
  • Uthna-baithna, khana-peena, sona-jaagna
  • Shadi, paidaish, maut
  • Nigah, Shadi, wiladat

Frage 11

Frage
Q-11: Aap(SAW) ki Ahadees mehfooz karne ke liye ___ lakh logon ki haalat e zindagi mehfooz kiye gaye
Antworten
  • 7
  • 3
  • 5

Frage 12

Frage
Q-12: Arab ki qaum _______ ke aitbaar se sabse aage thi
Antworten
  • Taaleem
  • Tehzeeb o Tamaddun
  • Hafize ke

Frage 13

Frage
Q-13: Imam al Muhaddiseen
Antworten
  • Abdullah bin Mubarak
  • Imam Nafe'
  • Khalid bin Waleed (R.A)

Frage 14

Frage
Q-14: Sahifa e Sadeqa mein takreeban ______ Hadeesein thi
Antworten
  • 200
  • 300
  • 1000

Frage 15

Frage
Q-15: Sahifa e Sadeqa kis Sahabi ne likha ?
Antworten
  • Abdullah bin Umar (R.A)
  • Abdullah bin Abbas (R.A)
  • Abdullah bin Amr bin al Aas (R.A)

Frage 16

Frage
Q-16: Aap(SAW) ne farmaya" Suno! Gharelu gadha( donkey) bhi tumhare liye halal nahi"
Antworten
  • Ye Hadees hukum ka darja rakhti hai
  • Ye Hadees Nafil ka darja rakhti hai
  • Dil chahe to istamaal kar sakte hain

Frage 17

Frage
Q-17: Hukumati sateh per(Government level) per kab aur kisne Hadees ko jama karwaya ?
Antworten
  • Umar(R.A) ne 25 hijri mein
  • Abu Baqr Siddique(R.A) ne 1 hijri mein
  • Umar bin Abdulaziz ne 98 ya 99 hijri mein

Frage 18

Frage
Q-18: Sufism kya hai ?
Antworten
  • Rehbaniyat ki ek shaakh hai
  • Bid'at
  • Qabar parasti, Qawwaliyan, Urs mele thele
  • Tamaam jawabaat durust hain

Frage 19

Frage
Q-19: Atiullah wa Atiur Rasool, Qur'an mein kitni martaba aaya ?
Antworten
  • Taqriban 30 times
  • Taqriban 40 times
  • Taqriban 20 times

Frage 20

Frage
Q-20: Ilm wo nahi jo Kitabin mein darj hai balki ilm wa hai jo _______ mein mehfooz hai
Antworten
  • Dimaagh mein
  • Dil mein
  • Seenon mein

Frage 21

Frage
Q-21: Ilm ki aafat uska _________ hai
Antworten
  • Yaad rakhna
  • Bhool jaana
  • Padhna

Frage 22

Frage
Q-22: Aap(SAW) ki raatein bhi din ki tarah roushan hain, kyu ?
Antworten
  • Kyunki, Aap(SAW) ke uswe per amal karne ki takeed ki gayi
  • Aap(SAW) ko hamare liye namuna banaya gaya
  • Aapki itteba humper farz hai
  • Tamaam jawabaat durust hain

Frage 23

Frage
Q-23: Ayesha (R.A) ko kitni Ahadees yaad thi ?
Antworten
  • 210
  • 2210
  • 4000

Frage 24

Frage
Q-24: Sabse zyada tankeed ka nishana ________ Sahabi ko banaya gaya kyunki zyada Ahadees yaad thi
Antworten
  • Abdullah bin Umar(R.A)
  • Abu Bakr siddique(R.A)
  • Abu Huraira (R.A)

Frage 25

Frage
Q-25: Tadween e Hadees ke lessons padhne ke baad aapki zimmedari kya hai ?
Antworten
  • Sunkar yaad rakhna
  • Moashre mein sahih Ahadees ko riwaj dena
  • Dono jawabaat durust hain
Zusammenfassung anzeigen Zusammenfassung ausblenden

ähnlicher Inhalt

Ways to a Happy Life - Quiz 2
Al Huda Canada
DUROOD KE MASAEEL {TEST - 2}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-2}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-5}
Asiya Abdul Raoof
DUROOD KE MASAEEL {TEST - 4}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-18}
Asiya Abdul Raoof
ROZON KE MASAEEL {TEST-5}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-3}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-4}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-7}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-8}
Asiya Abdul Raoof