Zusammenfassung der Ressource
Frage 1
Frage
Q1. Zahiri rasm wa riwaj (rituals) ki papandi insaan ko ___________ bana deti hai ?
Frage 2
Frage
Q2. Surah Aale-Imran aayat 164 mein Allah apne bandon par ehsaan qarar dete hai :-
Frage 3
Frage
Q3. Jab taqwa dil mein ho toh insaan :-
Antworten
-
Rasm wa riwaj ki papandi karta hai
-
Pasandida maal karch karta hai
-
Allah ke diye maal se mohabbat karta hai
Frage 4
Frage
Q4. Gazwae-Uhud mein jeeti hui jang harne ki ahm wajah :-
Frage 5
Frage
Q5. Deen ka kaam behtar taur par kiya jasakta hai :-
Antworten
-
Infiradi taur par (individually)
-
Ijtemai taur par (jointly)
-
Apnay apnay maslak par kaam karkay
Frage 6
Frage
Q6. "Muwatta Imam Malik" jo ke hadith aur fatwe sahaba ikram (r.a) par mushtamil hai. Kitne saal mein likhi gai ?
Frage 7
Frage
Q7. Ek imam ko follow karna zaruri hai ?
Frage 8
Frage
Q8. Gazwae-Uhud mein Uhud ke muqam par jang karne ka mashwara diya tha:-
Frage 9
Frage
Q9. Sardarane munafiqeen "Abdullah Bin Ubai" gazwae-uhud ke mauqae par kitne saathion ke sath wapis hogaya ?
Frage 10
Frage
Q10. Gazwae-Uhud mein "Khalid Bin Waleed(r.a)" sipah salar thae :-
Antworten
-
Musalmano ke
-
Yahudion ke
-
Kuffar ke
Frage 11
Frage
Q11. Hadith mein mehr ke bagair nikah ko kya qarar diya gaya ?
Frage 12
Frage
Q12. Shadi mein jehaiz dene ke baad beti ko wiraasat mein se hisa __________________ ?
Antworten
-
Dena hoga
-
Dene ki zarurat nahi
-
Kuch kam kiya jasakta