Zusammenfassung der Ressource
Frage 1
Frage
Q1. Mard aurton par qawaam (maintainer) hai. Yeh keh kar :-
Antworten
-
Aurton par zimedari dali gai
-
Mardon par zimedari dali gai
-
Aurton ka darja kam kardiya gaya
Frage 2
Frage
Q2. Tayammum qaim maqaam (replacement) hai :-
Antworten
-
Wodhu ka
-
Ghusl ka
-
Dono ka
Frage 3
Frage
Q3. Arab sharab ke aadi the isliye sharab ko haram qarar diya gaya :-
Antworten
-
Sakhti se
-
Narmi se
-
Marhale waar (stepwise)
Frage 4
Frage 5
Frage
Q5. Hadith ke mutabiq "jismein amaanat nahi usmein ___________ nahi" :-
Frage 6
Frage
Q6. Najwa - sargoshi (whisper) :-
Frage 7
Frage
Q7. Wo koun shaks hai jo qayamt ke din is haal mein ayga ke iska aadha dhad latka huwa hoga :-
Frage 8
Frage
Q8. Bhawein (eyebrows) banana :-
Frage 9
Frage
Q9. Qasr namaz padhi jaygi :-
Frage 10
Frage
Q10. Ajizi ka izhaar hota hai aur mohabbat badhti hai :-
Antworten
-
Kisi ki maddad karne se
-
Khana khilane se
-
Salaam karne se
Frage 11
Frage
Q11. Humay fauran kisi ke bare mein koi rai qaim karke fatwa nahi lagana chahiye. Iski daleel Surah-Annisa ki aayat ___________mein hai?
Frage 12
Frage
Q12. Agar koi shaks kisi kaahin (fortuneteller) ke pass jata hai toh iski kitni din ki namaz qubool nahi hoti ?