Zusammenfassung der Ressource
Frage 1
Frage
Q1. Zameen aur asmaan pehle kaise the ?
Frage 2
Frage
Q2. Kuffar-e-Makkah ko kis lafz par aiteraz tha ?
Frage 3
Frage
Q3. Har zinda cheez ko kis se paida kiya gaya hai ?
Frage 4
Frage
Q4. Mushrikeen puchte the ke qayamat kab qaim hogi ? kyun ?
Frage 5
Frage
Q5. “Hum zameen ko iske kinare se ghatate jaarahe hai” isse kya murad hai ?
Frage 6
Frage
Q6. Taurat roshni aur hidayat ka zariya thi. Kin logon ke liye ?
Frage 7
Frage
Q7. Ibrahim (a.s) ne apni qaum ko samjhane ke liye unke budd tod dale. Ye unki kis khoobi ke taraf ishara hai ?
Frage 8
Frage
Q8. Kis sahabi ke bare mein Nabi (s.a.w.s) ne farmaya ke unko lehn-e-Dawoodi mein se ek hissa mila hai ?
Antworten
-
Abu Musa Ash’ari (r.a)
-
Mu’aaz bin Jabl (r.a)
-
Bilal Habshi (r.a)
Frage 9
Frage
Q9. Yunus (a.s) ne jo dua machli ke pait mein padhi thi isko sawa lakh dafa padhna kaisa hai ?
Frage 10
Frage
Q10. Jannat ke liye kam se kam zarurat (minimum requirement) kya hai ?
Antworten
-
Amal-e-saleh
-
Imaan
-
Imaan aur Amal-e-saleh
Frage 11
Frage
Q11. Namaz toh awwal waqt mein afzal hai. Hajj ke bare mein aap kya samjhte hai ?
Antworten
-
Jald se jald is farize ko aada kare
-
Apni zimedariya aada karne ke baad hajj kare
-
Maqbool hajj tamam buraion ko mita deta hai isliye budhape mein aada karna behtar hai
Frage 12
Frage
Q12. Ayyam-e-Nahr mein Allah ko pasandida amal janvaron ka khoon bahana hai. Ye kounse din hai ?
Antworten
-
9,10,11 dhul hijjah
-
10,11,12 dhul hijjah
-
11,12,13 dhul hijjah
Frage 13
Frage
Q13. Surah Al-Hajj ka aghaaz kis baat se kiya gaya hai ?
Antworten
-
Qayamat ki haulnaki
-
Jahannam ka azaab
-
Hajj ki farziyat
Frage 14
Frage
Q14. Kis nabi ki taabe pahad aur parinde the jo un ke sath Allah ki tasbeeh bayan karte the ?
Antworten
-
Sulaiman (a.s)
-
Dawood (a.s)
-
Ayyub (a.s)
Frage 15
Frage
Q15. Sulaiman (a.s) Dawood (a.s) ke bete hai. Khet (jis mein bakriya chr gai thi) ke bare mein kis ka faisla behtar tha ?