Zusammenfassung der Ressource
Frage 1
Frage
Q1. Imaan ke sath kya cheez duaon ki qubuliat ka bais hai ?
Frage 2
Frage
Q2. “Ummul Qura” kis shehr ko kaha gaya hai ?
Frage 3
Frage
Q3. Tamam anbiya ka deen aik hi tha. Farq kis mein tha ?
Antworten
-
Rasm wa riwaj
-
Shariyat
-
Bunyadi aqaid
Frage 4
Frage
Q4. Agar Allah sub bandon ki rozi faraagh karde toh kya hoga ?
Frage 5
Frage
Q5. Surah Shuraa mein momin ki khas sifat batai gai hai. Jis wajah se is surah ka naam bhi rakha gaya hai ?
Frage 6
Frage
Q6. Ghusse ke waqt affw darguzar se kaam lene se kya murad hai ?
Frage 7
Frage
Q7. Zyadati ka kitna badla liya jasakta hai ?
Frage 8
Frage
Q8. Surah Shuraa mein sabar karne aur maaf kardene ko kaisa kaam bataya gaya hai ?
Antworten
-
Sub se acha kaam
-
Naik kaam
-
Himmat ka kaam
Frage 9
Frage
Q9. Allah ki nazr mein dunya ki koi wuqqat nahi. Agar Allah chahta toh kafiron ke ghar kis tarah ke bana deta ?
Antworten
-
Sone chandi ke
-
Aaram da, khubsoorat
-
Mazboot
Frage 10
Frage
Q10. Allah betion aur beton ko dene ka akhtiyar rakhta hai. Is mamle mein humara rawiya kya hai ?
Antworten
-
Har haal mein Allah ka shukr ada karte hai
-
Beton ko behtar samjhte hai
-
Betion se zyada mohabbat karte hai
Frage 11
Frage
Q11. Ladhkiya zewarat mein paali jati hai. Isse kya murad hai ?
Frage 12
Frage
Q12. Laylatul Qadr babarkat kyun hai ?
Frage 13
Frage
Q13. Laylatul Qadr ko dondhne ka hukum mila hai. Kab dhonda jaega ?
Frage 14
Frage
Q14. Kis raat mien sare saal ke hone wale waqiaat ka faisla kiya jata hai ?
Antworten
-
Shab-e-Barat
-
Shab-e-Qadr
-
Dono jawabat durust hai
Frage 15
Frage
Q15. Dukhan (dhuwe) se kya murad hai ?
Frage 16
Frage
Q16. Surah Jasiya mein bataya gaya hai ke har ummat qayamat ki haulnaki dekh kar kya karegi ?
Antworten
-
Roye gi
-
Baghne ki koshish karegi
-
Ghutnao ke bal gir jaegi