Zusammenfassung der Ressource
Frage 1
Frage
Kon say ashray afzal hain?
Antworten
-
Ramadan ka akhri ashra
-
Muharram ka pehla ashra
-
Zul hajj ka pehla ashra
-
Oper k teeno ashray
Frage 2
Frage
Nabi (S.A.W) nay hajj k moqay per 100 myndhon ki qurbani ki
Frage 3
Frage
Qurbani ka silsila kis nabi k door say shoro hoa?
Antworten
-
Ibraheem (A.S)
-
Mosa (A.s)
-
Adam(A.S)
Frage 4
Frage
Qayamat k din momin ka saya us ka konsa amal bany ga?
Frage 5
Frage
Qurbani k lye 6 dant wala janwar afzal hay?
Frage 6
Antworten
-
Meetha kha ker jana sunnat hay
-
Gosht kha ker jana sunnat hay
-
Wapas aa ker qurbani ka gosht khana sunnat hay
Frage 7
Frage
Das zul hajj ka roza rakhna gunahon ka kafara banta hay?
Frage 8
Frage
Eid k din mard, aurat aur bachon sab ko buland awaz say takberaat parhni chahyen
Frage 9
Frage
"Mita day apni hasti ko agar kuch martaba chahay"
Antworten
-
K dana khaak main mil ker bahoot bezaar hota hay
-
K insaan khaak main mil ker ik din khaak hota hay
-
K dana khaak main mil ker gul e gulzaar hota hay
Frage 10
Frage
In das dinon main kye jany waly naik amaal k akhir main apna TEST kis cheez say ker sakty hain
Antworten
-
Rahbaniyat ikhtiyaar ker li jaye gi
-
Taqwa la level barh jaye ga
-
Bakra bahoot mehnga lya jaye ga