Muharram

Beschreibung

Hurmat ka mahina
hiratanzeel
Quiz von hiratanzeel, aktualisiert more than 1 year ago
hiratanzeel
Erstellt von hiratanzeel vor fast 9 Jahre
170
0

Zusammenfassung der Ressource

Frage 1

Frage
Maah e Muharram ki khaas ibadat kya hay?
Antworten
  • Shuhada ka matam aur soog manana
  • Nabi ki hijrat ko yaad ker k rona
  • Roza rakhna
  • Oper k sab

Frage 2

Frage
10 muharram ka roza yahodi kiun rakhty thy?
Antworten
  • Bani israeel ki firaaon say nijat ki khushi main
  • Adam (A.S)ki pedaish ki khushi main
  • Karbala main bhoka pyasa rehnay walon ki yaad main

Frage 3

Frage
Gunahon say bachny k lye logon say milna julna kam rakhna chahye?
Antworten
  • True
  • False

Frage 4

Frage
Momin aur munafiq ka farq kya hay?
Antworten
  • Sadqaat
  • Ikhlaqiyaat
  • Namaz ki pabandi

Frage 5

Frage
Hijrat nabowat k konsay saal hoi?
Antworten
  • 17
  • 10
  • 13

Frage 6

Frage
Amal ki hijrat kesy ki ja sakti hay?
Antworten
  • Neend say bedari ki taraf
  • Gheebat say naseehat ki taraf
  • Narazgi say darguzar ki taraf
  • Sab options

Frage 7

Frage
Islami saal k mahinay Muhammad (SAW ) nay banaye hain?
Antworten
  • True
  • False

Frage 8

Frage
Hijrat hum say kya layti hay?
Antworten
  • Deen
  • Qurbani
  • Umeed

Frage 9

Frage
Aaj musalman qoom ki barbadi ki bari wajah kya hay?
Antworten
  • Hurmat waly mahinon ki be hurmati
  • ilm ki kami aur maal ki zyadti
  • Dunya ki mohubbat aur moot ka khauf

Frage 10

Frage
Dil k zang ko door kerny ka tareeqa kya hay?
Antworten
  • Kasrat say Quran parhna
  • Moot ko kasrat say yaad kerna
  • Din raat sajday main guzar dena
  • Dini kitaboon ko kasrat say khareedna
Zusammenfassung anzeigen Zusammenfassung ausblenden

ähnlicher Inhalt

TCS Maitree Festival Quiz 2016
Shailesha kanathadka
New Year Vocabulary
Ия Смирнова
Vacay
Jayde Fraanz
GOALS FOR 2015 SEMESTER 2
tina.belcher
New Year Vocabulary
Елена Кирилло
Psych
Mona Les
BKF C95 (Fragen der Ziffern 1a, 1b)
Harald Koenig
B1 Adjektivdeklination
Anna Kania
Wortschatz Französisch 1. Angaben zur Person
l_u_n_a_19
IKA-Theoriefragen Serie 05 (15 Fragen)
IKA ON ICT GmbH
Chirurgie 2014 Vetie
Kim Langner