Frage 1
Frage
Q1. Namaz shuru ho chuki ho toh, muqtadi ko chahiye ke :-
Frage 2
Frage
Q2. __________________ ke waqt namaz bajamaa't zaruri nahi.
Antworten
-
Bhuk
-
Rafae hajat
-
Dono jawabat durust hai
Frage 3
Frage
Q3. Namaz bajamaa't ka sawab akeli namaz ke muqable mein kitna hai ?
Frage 4
Frage
Q4. Jis imaam ko log pasand na kare, uski imaamat kaisi hai ?
Antworten
-
Jaiz
-
Makruh
-
Koi harj nahi
Frage 5
Frage
Q5. Aurton ki namaz ke bare mein kya hukum hai ?
Frage 6
Frage
Q6. Jab____________________ hojae toh farz namaz ke alawa koi aur namaz nahi hoti.
Antworten
-
Masjid mein dakhil
-
Iqaamat
-
Azaan
Frage 7
Frage
Q7. Nabi (s.a.w.s) ne nabina shaks ko kya hukum diya ?
Frage 8
Frage
Q8. Jo log Fajr aur Isha ki namaz ke liye masjid na aye, sahaba ikhram unko kya samjhte the ?
Frage 9
Frage
Q9. Namaz bajamaa't ada karna ____________________ hai.
Frage 10
Frage
Q10. Jo shaks ek raka't bajamaa't pae, usko:-
Antworten
-
Ek raka't bajamaa't ka sawab milega
-
Puri namaz bajamaa't ka sawab milega
-
Namaz-e-bajamaa't ka sawab nahi milta
Frage 11
Frage
Q11. Surah Luqman mein hakeem Luqman ne kisko namaz qaym karne ki nasihat ki ?
Antworten
-
Apne beti ko
-
Apne bhai ko
-
Apne bete ko
Frage 12
Frage
Q12. Barish ke dauran masjid mein bajamaa't do namaze jama karna kaisa hai?
Antworten
-
Jaiz nahi hai
-
Makruh hai
-
Durust hai
Frage 13
Frage
Q13. Muqtadi dauran-e-namaz saff sedhi karne ke liye apni jagah nahi badal sakte.
Antworten
-
Sahih hai
-
Galat hai
-
Makruh hai
Frage 14
Frage
Q14. Kharab mausam aur intehai barish mein mua'zin azaan de kar aylaan karega ke "apne gharon mein namaz padhlo"
Frage 15
Frage
Q15. Do logon ki jamaa't mein imaam kahan khada hoga ?
Frage 16
Frage
Q16. Do admion ki jamaa't mein agar teesra admi shamil hojae toh :-
Antworten
-
Wo imaam ke daein (right) janib khada hoga
-
Wo imaam ke baein (left) janib khada hoga
-
Dono muqtadi imaam ke piche khade honge
Frage 17
Frage
Q17. Jis shaks ne imaamat ki niyyat na ki ho toh uski iqteda ___________________ hai.
Frage 18
Frage
Q18. Jamaa't mein shamil hone ke liye bhagna chahiye.
Antworten
-
Sahih
-
Galat
-
Koi harj nahi
Frage 19
Frage
Q19. Qaumah kise kehte hai ?
Frage 20
Frage
Q20. Sub se zyada sunnat ki perwi karne wale sahaba :-