Zusammenfassung der Ressource
Frage 1
Frage
Q1. Rasool (saws) ke walid Abdullah ki behn Uthman (ra) ki koun thi ?
Frage 2
Frage
Q2. Uthman (ra) aur Ruqayya (ra) ke jode ke bare mein hume kya aqwaal milte hai ?
Frage 3
Frage
Q3. Uthman (ra) ka mushaf bosida (kharab/purana) kyu hogaya tha ?
Frage 4
Frage
Q4. Uthman (ra) mardon mein kis number par imaan lae ?
Frage 5
Frage
Q5. Kis mauqe per Uthman (ra) ne eham kirdar ada kiya ?
Antworten
-
Ghazwae Uhud
-
Suleh Hudaebiya
-
Fateh Makkah
Frage 6
Frage
Q6. Rasool (saws) ne farmaya "meri ummat mein subse zyada ______________ shaks Uthman Bin Affan hai.
Frage 7
Frage
Q7. Uthman (ra) aur Ruqayya (ra) hijrate Habsha ki wajah se Islam ke khatir hijrat karne wala ___________ joda bangae.
Frage 8
Frage
Q8. Uthman (ra) aur Ali (ra) ki rai (mashwara) ke bare mein Aap (saws) kya jante the ?
Antworten
-
Dono mein aksar ikhtelaf paya jata
-
Uthman (ra) Ali (ra) ki rai ko aksar nazar andaz (ignore) karte the
-
Uthman (ra) apni rai par Ali (ra) ki rai ko tarjeeh dete the
Frage 9
Frage
Q9. Kis mauqe par Rasool (saws) ne farmaya ke "aaj ke baad Uthman ka koi amal use nuqsan na puhchaega" :-
Antworten
-
Ghazwae Badr
-
Fateh Makkah
-
Ghazwae Tabuk
Frage 10
Frage
Q10. Ba'er Roma (well of Roma) Uthman (ra) ne kitne dirham mein karida ?