Zusammenfassung der Ressource
Frage 1
Frage
Ibrahim A.S ke father ka naam quran ke mutabik kya tha ?
Frage 2
Frage
Hajra A.S kiski beti thi ?
Antworten
-
Badshah ke ghulam ki
-
Badshah ki beti
-
Unke relative ki
Frage 3
Frage
Ibrahim A.S ko aag mein jis badshah ne dalwaya tha us badshah ka naam kya tha ?
Frage 4
Frage
Ibrahim A.S ke wajah se kin kin logon ne islaam qubool kiya ? aur jab un ke alawa koi aur musalman nahi the .
Antworten
-
Sarah A.S, LutA.S
-
Hajra A.S , Sarah A.S
-
Lut A.S , Ismail A.S
Frage 5
Frage
Lafz Haneef ka matlab kya hai ?
Antworten
-
Allah ke dost
-
focused
-
near
Frage 6
Frage
Ibrahim A.S ki tabeegh ka tareeqa kaisa tha ?
Frage 7
Frage
Allah S.W.T ne unko kyun chuna ?
Frage 8
Frage
Dawat aur tableegh ke liye wo kahan kahan gaye ?
Antworten
-
Syria, Palestine , Egypt
-
Turkey , Africa , Afghanistan
-
India , Pakistan , Bangladesh
Frage 9
Frage
Aulaad kab aankhon ki thandaq banti hai ?
Antworten
-
Jab Allah S.W.T aur walidain ki farmabardar ho
-
Jab duniya ki kamiyabiyan hasil kare
-
Jab bahut achi job miljaye
Frage 10
Frage
Ismael A.S ki farmabardari se hamen kya seekhne ko milta hai ?
Antworten
-
Bachon ko hostel ya teachers ke hawale kardiya jae
-
Achi mehengi schools mein dakhila dilwaya jae
-
Maan (mother) khud apne bachon ki tarbiyat kare aur unhein waqt den