Zusammenfassung der Ressource
Frage 1
Frage
Asahaba sabt kon the ?
Frage 2
Frage
Lafz Sabt ke kya mani hain ?
Antworten
-
saturday
-
sunday
-
Rahat , sukoon , aaram
Frage 3
Frage
Ye basti jahan Asahaba sabt rahti thi kahan waqe thi ?
Antworten
-
Bait al muqaddas
-
Samandar ke kinare
-
Yaroshalam
Frage 4
Frage
Kis nabi ke zamane mein ye waqiya paish aya ?
Antworten
-
Dawud A.S
-
Musa A.S
-
Sulaiman A.S
Frage 5
Frage
Quran ke is waqiye mein hamare liye Ibrat hai. Ibrat ke kya maani hai ?
Frage 6
Frage
Asahaba sabt mein kitne groups ban gaye the ?
Frage 7
Frage
Doosre group ne jab pehle group ko mana kiya to teesre group ne kya jawab diya ?
Antworten
-
Hamen to ye kaam karna hi hai taake ham Allah S.W.T ke saamne maazerat kar saken
-
Ham ye isliye karahen hain shayed ke wo bure kaam se bachjaen
-
Haan tum saheeh kahrahe ho ham kyun doosron ke maamle mein dakhal andazi karen
-
A aur B durust hai
Frage 8
Frage
Konsa group nijat pa gaya ?
Frage 9
Frage
Asahaba sabt ke waqiye se hamen kya sabaq milta hai ?
Antworten
-
Ke burai agar horahi hai to wahan se sab chale jao
-
Burai ko dekh kar khud burai na karen
-
Burai dekh kar usse haath se ya zuban se rokne ki koshish karen
Frage 10
Frage
شرًعاّّ ka kya matlab hai ?