Zusammenfassung der Ressource
Frage 1
Frage
Yunus A.S ke konse do laqab (title) hain jo quraan mein milte hai ?
Antworten
-
Machli wale , dhun noorain
-
sahibal hud , zun noon
-
sahibal hud , dhun noorain
Frage 2
Frage
Yunus A.S ki basti ke rehne wale the ?
Frage 3
Frage
Jab wo kashti mein sawar hue to kitni dafa unka kura (draw) nikla ?
Frage 4
Frage
Yunus A.S ke jane ke baad unke qaum ke logon ne kya kiya ?
Frage 5
Frage
Allah tala ne unko kitne logon ke taraf bhaeja ?
Antworten
-
ek lakh se zyada
-
do lakh se zyada
-
teen lakh se zyada
Frage 6
Frage
Yunus A.S ki dua ko kitne dafa padhna chahiyya ?
Frage 7
Frage
Astaghfaar ke kya kya faide hain ?
Antworten
-
Allah tala ki rahmat nazil hogi, aasman se pani barsega
-
zameen se rizk ki farvani , rizk aur aulad mein barkat hogi
-
donon jawabat durust hai
Frage 8
Frage
Aap S.A.W ne hadith mein Yunus A.S ke bare mein kya farmaya ?
Frage 9
Frage
Aap S.A.W taif se wapsi par Yunus A.S ke basti ke kis shaks se mile?
Frage 10
Frage
Is waqiye se hamen kya seekhne milta hai ?