Zusammenfassung der Ressource
Frage 1
Frage
Qaum e saba ka ilaqa kahan paya jata hai ?
Frage 2
Frage
Malka e saba ka naam _______________ tha .
Antworten
-
Cleopatra
-
Builquees
-
Elizabeth
Frage 3
Frage
Qaum e saba ke baare mein Sulayman A.S ko kis ne khabar di ?
Antworten
-
ek safeer ne
-
ek animal ne
-
ek bird ne
Frage 4
Frage
Khat ki shuruaat kaise hui (starting) ?
Frage 5
Frage
KOnse surah mein do dafa Bismillah aya hai ?
Antworten
-
An Naml
-
As Saba
-
Ar Rahman
Frage 6
Frage
Malika ne kis cheez se bachne ke liye Sulayman A.S ko tohfe bejhe ?
Antworten
-
Islam lane se
-
Jang se
-
Dosti karne ke liye
Frage 7
Frage
Malka e saba ka takht kon lekar aaya ?
Frage 8
Frage
Sulayman A.S ne jaise hi takht ko apne paas dekha unke zubaan se kya lafz nikla ?
Antworten
-
ye mere rabb ki rehmat hai
-
woh khush hue ke unke paas aise kaam karne wale log hain
-
wo takabbur mein mubtela hogaye
Frage 9
Frage
Malka e saba ne jab farsh par pair rakhne ke liye apne painche uthae aur us se kaha gaya ke yeh shishe ka farsh hai to ...
Antworten
-
A) wo pukar uthi ke mein eeman lati hon
-
B) woh samajh gayi ki us ke aankhon par parda padh gaya jis ki wajah se us se wo shisha dikhae nahi gaya
-
C) woh waapas palath gayi
-
D) A aur B durust hai
Frage 10
Frage
Is waqaye se hamen kya sabaq seekhne ko milta hai