1. Safar per kis Ummul Mumineen ko le jaana hai, Allah ke Rasool(SAW) kis tarah tay karte the ?
Sabki baariyan thi.
Qurra ke zariye.
Jo jaana chahe unhein le jaate.
2. Aayaate Tayammum ka nuzool aur Waqiyae Ifk kis ghazwah ke dauran paish aaye ?
Ghazwah Hunain
Ghazwah Khaiber
Ghazwah Banu Mustaliq
3. Humein sirf Musalmano ki Ayadat karni chahiye ?
Ji haan
Ji nahi
4. Rasool Allah (SAW) ne Ayesha(RA) se daud ke 2 muqable kiye, unmein kaun jeeta ?
Allah ke Rasool(SAW)
Ayesha(RA)
Dono ek ek baar jeete
5. Ayesha(RA) farmati hai ki Rasool(SAW) humse baaton mein mashgool hote magar jab ____________________ to aisa lagta ki Aap (SAW) humko pehchante hi nahi.
Koi Aap(SAW) ko bulata.
Koi Saael(Sawal karnewala) aata.
Bilal(RA) Azaan dete.
6. Ayesha(RA) kis tarah Sadqa karti ?
Aadha maal de deti.
Thoda maal apne liye rakhti.
Shaam hote hote poora maal Sadqa kar deti.
7. Jab kabhi Ayesha(RA) se koi khilafe oola baat ho jaati to wo usko bhi bayan kar deti thi.
8. Kisne Rasool(SAW) ko ghalat tarike se Salaam kiya jisper Ayesha(RA) ekdam ghusse mein aa gayi ?
Najran ke Nasara.
Yahud.
Makkah ke Mushrikeen.
9. Fiqh mein Ayesha(RA) ke baad kis Ummul Mumineen ko maharat(expertise) haasil thi ?
Juwairiya(RA)
Sauda(RA)
Umme Salma(RA)
10. Rasool(SAW) ke wisaal ke baad sabse pehle kis Ummul Mumineen ka inteqal hua ?
Hafsah(RA)
Zainab binte Jahsh(RA)