Q1. Qayamat ke qareeb __________________________ bade bade mahelaat tamir karega.
Uluma
Bakriya charane wale
Badshah
Q2. Daulat mand log sadqa khairat dene ke liye logon ko bulaege lekin sadqa lene ke liye koi nahi ayga.
Sahi
Ghalat
Q3. Qayamat ke qareeb mardo ki qilat ki wajah se hadeeth mein aurton ki kitni tedad batai gai hai jo ek mard ki panah hasil karegi ?
10
20
40
Q4. Ummul Khabais :-
Sharab peena
Qatl karna
Jhoot bolna
Q5. Mazaq mein jhoot bolne mein koi harj nahi.
Q6. Rasool (saws) ne apni zindagi mein ye peshan goi kardi thi ke qayamat ke qareeb log hadeethe khud se ghad kar Rasool (saws) ke naam se mansob karenge ?
Q7. Qurbe qayamat jhoote aur sache log aram se alag kiye jasakege ?
Q8. Rowaibidah se kya murad hai ?
Zina karne wala
Sharab peene wala
Ikhteyar rakhne wala kamina admi
Q9. _________________________ qayamat ke nishaniyo mein se hai.
Kasrate Aulad
Kasrate Maal
Kasrate Imaan
Q10. Muslim ki hadeeth mein ata hai ke "daulat mand admi sadqa dene ke liye jab kisi admi ko bulaega toh wo kya jawab dega" ?
Mujhe iski zarurat nahi
Mujhe aap ka ehsaan nahi lena
Ye sadqa meri zarurat se kam hai