Asiya  Abdul Raoof
Quiz by , created more than 1 year ago

The signs of last day

525
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof almost 7 years ago
Close

Alamate Qayamat {TEST-11}

Question 1 of 10

1

Q1. Hadeeth :- Jahanam mein subse zyada logon ko le jane ka bais _______________ aur sharmgah hai.

Select one or more of the following:

  • Takabur

  • Kufr

  • Muh

Explanation

Question 2 of 10

1

Q2. Log apna deen aur imaan _______________________ ke badle bech dalenge.

Select one or more of the following:

  • Daulate dunya

  • Dosti

  • Jahalat

Explanation

Question 3 of 10

1

Q3. _______________________ bhi pait ke fitne mein shamil hai.

Select one or more of the following:

  • Aurton ki kamai

  • Bachon ki kamai

  • Haram kamai

Explanation

Question 4 of 10

1

Q4. Sharmgah ke fitne se murad zina aur _____________________ waghaira hai.

Select one or more of the following:

  • Amale qaume Lut

  • Hum jins parasti

  • Dono hi shamil hai

Explanation

Question 5 of 10

1

Q5. Hadeeth :- Haram kamai ke baad ibaddaat ......

Select one or more of the following:

  • Makroh hojati hai

  • Qubool nahi hoti

  • Haram hojati hai

Explanation

Question 6 of 10

1

Q6. ___________________________ se parwarish pane wali aulad humesha apne waldain ki nafarman hoti hai.

Select one or more of the following:

  • Pyaar wa mohabbat

  • Sakhti

  • Haram maal

Explanation

Question 7 of 10

1

Q7. Bakhti unt ki kohan se kis cheez ko tashbeeh di gai hai ?

Select one or more of the following:

  • Baalon ka katwana

  • Urya libaas

  • Sar ka juda

Explanation

Question 8 of 10

1

Q8. Kapde pehnne ke bawajud nangi aurton se kya murad hai ?

Select one or more of the following:

  • Barik libaas pehnna

  • Tang libaas pehnna

  • Dono shamil hai

Explanation

Question 9 of 10

1

Q9. ______________________ ki khusbo taweel masafat se ati hai.

Select one or more of the following:

  • Jannat

  • Jahanam

  • Itar

Explanation

Question 10 of 10

1

Q10. __________________________ sadqa qubool nahi hota.

Select one or more of the following:

  • Haram maal ka

  • Tangi mein kiya gaya sadqa

  • Khush haali mein kiya gaya sadqa

Explanation