Q1. Umme Habibah (ra) ko habsha mein kis azmaish ka samna karna pada ?
Shohar ki beemari
Shohar ka murtid hona
Shohar ka qatl
Q2. Rasool (saws) ka kis ummul momineen se nikah se ye daleel milti hai ke dulha dulhan dur bhi ho toh telephone waghaira per nikah padhaya jasakta hai ?
Umme Habibah (ra)
Safiya (ra)
Zainab Binte Jahash (ra)
Q3. Abu Sufyan (ra) ki beti aur ameer Mawiya (ra) ki behn :-
Umme Salmah (ra)
Q4. Umme Habibah (ra) kab Madinah tashreef layi ?
5 hijri
6 hijri
7 hijri
Q5. Umme Habibah (ra) se marwi ahadeeth ki tedad kitni hai ?
5
25
65
Q6. Ghazwae Khaybar se wapsi mein Rasool (saws) ne kis se nikah farmaya ?
Zainab Binte Khuzaima (ra)
Q7. Safiya (ra) kiski beti thi ?
Yahoodi sardar
Issai sardar
Mushrik sardar
Q8. Nikah ke baad Madina puhanch kar Safiya (ra) ne apne sone ke jhumke kisko tohfe mein diye ?
Ayesha (ra)
Fatima (ra)
Q9. Umme Habibah (ra) ka asli naam :-
Ramla
Hind
Zainab
Q10. Rasool (saws) ne apne dafa mein kehne ke liye ye alfaz kisko sikhaye ? "mere baab Haroon (as) mere chacha Musa (as) aur mere shohar Mohammad (saws) hai"